ek_khwaab | Unsorted

Telegram-канал ek_khwaab - Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

-

Est. 31May,2022 𝗛𝗮𝗶 𝘁𝗮𝗺𝗮𝗻𝗻𝗮 𝗵𝘂𝗺𝗲𝗶𝗻 𝘁𝘂𝗺𝗵𝗲 𝗱𝘂𝗹𝗵𝗮𝗻 𝗯𝗮𝗻𝗮𝘆𝗲 𝗧𝗲𝗿𝗲 𝗵𝗮𝘁𝗵𝗼𝗻 𝗽𝗲 𝗺𝗲𝗵𝗮𝗻𝗱𝗶 𝗮𝗽𝗻𝗲 𝗻𝗮𝗮𝗺 𝗸𝗶 𝘀𝗮𝗷𝗮𝘆𝗲𝗶𝗻🥺✨ 𝗣𝗢𝗪𝗘𝗥𝗘𝗗 𝗕𝗬 @trikaaldarshi OUR CHANNELs https://t.me/trikaaldarshi/2023

Subscribe to a channel

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Mohabbat teen tarh ki hoti hai. 🤌

Pahla:-

kisi insaan ko aap milen aur qubul kar liya, usko kahte hai - Nseeb. 😊

Dusra:-

Aap ne kisi insaan ko chaha aur woh aap ko mil gaya,
usko kahte hai - mukaddar. 😇

Teesra:-

Aap ne kisi aise insaan ko chaha jo sari umar aapko haasil nahi hua.
usko kahte hai - Ishq ❤️‍🩹

There is a line on it, please read it carefully.

Mila jo muft mein usko naseeb kahte hai, Jo mang kar mila usko mukaddar kahte hai, Magar jo mil na sake phir bhi dil me jinda rahe, Khuda gawa hai usi ko ishq kahte hai..!! ❤️‍🩹💔

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Koi telegram premium 6 month ka lega? 🎁 Discount rate


Dm ne

Through gift
Legal method


Orginal price::
PlayStore 319*6=
Premium bot 269*6=

Comment is open

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Wo Karegi Bepnaah Mohabbat

Fir Tumhara Dil Tod Jayegi
Laga Kar Apni Aadaat Tumhe Chor Jayegi

Khud pe biti hui bata raha hu
Jab mehboob bichdega
To Jaan Hatheli par aa Jayegi

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Barson ke baad dekha ek shakhs dilruba sa,
Aankhen thaki-thaki si, lehja ruka-ruka sa.... 🫀

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Ishq khel nahi jo har koi samajh paaye,

Kuchh majboori hoti hai jo log badal jaate hain.

Humne rang badalte nahi dekha unhe,

Bas waqt ke bojh tale dhalte dekha hai.

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Therav to usmein tha hi nahi

Rukti thi nikal liya karti thi

Therav to usmein tha hi nahi

Rukti thi nikal liya karti thi

Main kapde badalte sochta tha

Wo mard badal liya karti thi 🤌🏻💫

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

"जब तुम पैदा हुए थे तो तुम रोये थे ,
जबकि पूरी दुनिया ने जश्न मनाया था,
अपना जीवन ऐसे जियो कि ,
तुम्हारी मौत पर पूरी दुनिया रोये,
और तुम जश्न मनाओ!!"...🥳

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Ki Zindagi Har Pal itni khas nahi hoti

Phoolon ki khushbu hmesha paas nahi hoti


Hmara milna muqaddar mein tha warna

Itni pyari dosti ittefaq nahi hoti

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Safar bhi aaj sukoon sa lag raha hai,
Baarish ki boondon ne thakaan chura li hai.
Din chahe kitna bhi mushkil raha ho,
Shaam ne muskurane ki wajah de di hai. 🌧️🖤

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

"कौन सा गम था जो ताज़ा ना था, इतना गम मिलेगा अंदाज़ा ना था..

" आपकी झील सी आँखों का क्या कसूर डूबने वाले को गहरायी का अंदाज़ा ही ना था ।।।

🫠🍃🥀

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Karke baat apne yaar se use dost btata hai
Main padh na lu is dar se wo mujhse najre churata hai

Sab kuch maloom hone par bhi khamosh baitha hu
Abhi to ye dekhna hai wo kis had tak mujhe pagl bnata hai

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Khatam karte hai ab safaiyon ka silsila
Tum bhi thak gye hoge hume bura samjhte samjhte

Jo tunmne samjha mai wo tha hi nhi
Aur jo mai hun woh tumne kabhi samjha hi nahi

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

ख़ुद से भी दूर चले आये हैं
                     और तुम से मिले भी नहीं,
आग का दरिया पार करके आये है,
                  कैसे कह दें कि जले ही नहीं ..🌿🌻🩷

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Ki us kahani ko is sach se jod nahi pata

Main rista nibhane ke baad tod nahi pata

Aur Tumhe Aati Hogi Chalakiya zamane bhar ki

Main Dil Lgane Ke baad Chor Nahi Pata
....❤️‍🩹💫

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

"लोगों को तेरे बारे में बोली हुई हर बात एक कहानी है लगती,
जिसमें तू कृष्ण और मैं राधा रानी हूं लगती।

काश वो कहानी पूरी होती,
तो अधूरी नहीं, पूरी मेरी होती।

और अगर वो कहानी पूरी होती,
तो उसमें तू शिव और मैं तेरी पार्वती होती।
जन्मों का साथ लिखा होता,
और मैं सिर्फ तेरी ही होती।
ना बिछड़ने का डर होता,
ना अधूरे रह जाने की मजबूरी होती। ✨❤️

काश वो कहानी पूरी होती,
तो अधूरी नहीं, पूरी मेरी होती।"

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

मोहब्बत कर लेने से ....मोहब्बत मिल थोड़ी जाती है ❤️‍🩹


Just because you fall in love...
doesn't mean you actually get love in return.

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Chaand kahu toh chup jaoge,
Dost kahu toh chhodh jaoge,

Gulaab kahu toh bikhar jaoge,
Khwaab kahu toh toot jaoge,

Chalo tumhara naam zindagi rakh du,
Maut se pehle toh chhodh nahi paoge
.

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

🦚✨ Happy Krishna Janmashtami! ✨🦚

🙏 जय श्री कृष्ण! 🙏
🌸 राधे राधे 🌸
✨ श्री कृष्ण जन्माष्टमी की हार्दिक शुभकामनाएं!
✨

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Kee mohabbt ne hame ye ksa uchhal k feqaa hai
Bade to sahi hamne bcho kobhi ishq jatate dekha hai
Jb bhar jaata mnn inka ishq naam k khel se ttb hamne
Har kisi ko rang bdlte dekha hai

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Khoob roye na uske liye?


Khairr Tumhara hota to tumhein rone deta. !!?

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Happy Independence Day 🫡

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

माँ मेरी खातिर तेरा रोटी पकाना याद आता है,
अपने हाथों को चूल्हे में जलाना याद आता है।
वो डांट डांट कर खाना खिलाना याद आता है,
मेरे वास्ते तेरा पैसा बचाना याद आता है।
कही हो जाये ना घर की मुसीबत लाल को मालूम,
छुपा कर तकलीफें तेरा मुस्कुराना याद आता है।
जब आये थे तुझे हम छोड़ कर परदेश मेरी माँ,
मुझे वो तेरा बहुत आँसू बहाना याद आता है।

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Dil yeh kehta hai agar aap hamare hote,
Ab bhi pyare hain magar aur bhi pyare hote.
Meri aankhon mein chamakte hue qatre dekho,
Yeh agar ashq na hote toh sitare hote.
Tum jo mil jaate toh taqdeer bhi muskura deti,
Hum adhure na rahe hote, na kinare hote.
Teri khamoshi ne har lafz ko veeran kar diya,
Varna alfaaz bhi mehfil ke sahare hote.
Humne chaha bhi toh is dar se chupaye rakha,
Log mohabbat ko nafrat ke nazare hote.
Ek mulaqat ne sadiyon ka safar likh dala,
Kaash woh pal meri qismat ke dobara hote.
Ab toh bas yaad ka ek diya jalta hai dil mein,
Tum jo hote toh andhere bhi ujiyare hote.

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Jab pyaar hota hai na,
tabhi log jhukte hai, rote hai,
maafi maangte hai, manaate hai

warna izzat to sabko apni pyaari hoti hai...!!

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Jhuti thi sab kahaniya teri
Tera kirdar bhi bada dagabaaz nikla

Tu apni khayi kasme tak na nibha saki
Tera har vaada bhi jhuta nikla

Aur ham jise apni duniya samjh bethe the
Vo sirf matlab ka insan nikla....!!

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Kuch pal hote to

Kuch pal hote to tere sang hi to bitata me
Aankhon ke aasoon pochta
Tujhe.... Gale se lagata
Kya beeta, kya guzra..
Din bhar ki baatein Batata
Phir tu bhi shuru ho jaye to tujhe chup bhi karata
Tu aakhen badi karti rehti
Aur Tujhe yu
hi satata me....

Kuch pal hote to tere saath hi to bitata me...

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Aasman Se Todh Kar
Ek Sitara Diya Hai.

Meri Tanhai Ko Ek
Sahara Diya Hai

Meri Kismat Bhi Naaz
Karti Hogi Mujh Par,

Uparwale Ne Dost Hi
Itna Pyaara Diya Hai...
❤️☺️

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Hoga Afsos Jab Tere Pass Hum Na Honge,
Teri Ankhon Se Anshu Kam Na Honge,

Bhot Milenge Tujko Mohabbat Karne Wale,
Hum Jaise Milenge Magar Wo Hum Na Honge...!!

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

En Moke Pe Ye Tasveer badal sakti hai

Ek lamhe me hi taqdeer badal sakti hai

Khoob viswas pade tabhi Bhagana ranjhe

Katghare me bhi teri heer badal sakti hai
....❤️‍🩹😌

Читать полностью…

Shayari एक ख़्वाब | • EK KHWAAB ᥫ᭡ ☻️

Log 2 din kya baat karne lage sab baatein unnse hone lage

Or jo intejar kar hai uska to khayal bhi nhi aa raha

Baatein jo humari thi wo bhi usse batane lage

Yesa to kya guna kiya tha humne jo sab Baatein usse batane lage

Читать полностью…
Subscribe to a channel