Registered NGO (Serve Ummah, Serve Humanity) ★ Amazing Statuses ★ #Hadith & #GIF ★ #Motivational Reminders ★ #Stories & #Sunnah of Prophet ﷺ ★ #Day2Day updates ★ #Ponder ★ #ShortVideos ★ #Parenting ★ @DeenTutor Donate now:👉 donate.1Path2Peace.com
Surah Al An'aam 48-49
...Phir jo log unki baat maan lein aur apne tarz-e-amal ki islaah karlein unke liye kisi khauf aur ranjj ka mauqa nahin hai.
49. Aur jo hamari aayaat ko jhutlayein woh apni nafarmaniyon ki padash mein saza bhugat kar rahenge.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Ibn al-Qayyim رحمه الله said:
"Your soul is just like your enemy,
once it finds you serious, it obeys you.
If it finds weakness from you, it will take you as a prisoner."
[Badā'i Al-Fawā'id | Vol. 3, Pg. 1202]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Al Nahl 78
Allah ne tumko tumhari maaon ke paiton se nikala is haalat mein ke tum kuch na jaante thay, usne tumhein kaan diye , aankhein di , aur sochne wale dil diye, is liye ke tum shukar-guzaar bano.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Ibn al-Qayyim رحمه الله mentioned some signs to indicate whether a person has a sound heart, from them:
“Is that when he enters the salaah, all of his anxieties and worries concerning the Dunyā leave him, and he finds it difficult to leave the prayer.”
[Ighātul Lahfān]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Qaaf 31-35
31: Aur Jannat muttaqin ke qareeb le aayi jayegi, kuch bhi dur na hogi.
32: Irshad hoga “yeh hai woh cheez jiska tumse waada kiya jata tha, har us shaks ke liye jo bahut rujoo karne wala aur badi nigehdaasht (watchful of his conduct) karne wala tha.
33: Jo bay dekhe Rehman se darta tha, aur jo dil-e-girwida liye huey aaya hai,
34: Dakhil ho jao Jannat mein salamati ke saath” woh din hayat-e-abadi (eternity) ka din hoga.
35: Wahan unke liye woh sab kuch hoga jo woh chahenge, aur hamare paas is se zyada bhi bahut kuch unke liye hai.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Abdullah bin Mas'ud رضي الله عنه said:
"Allah has not created in the heavens nor in the earth what is more magnificent than Ayat Al-Kursi."
Sufyan al-thawri رحمه الله explaining that statement said:"Because Ayat Al-Kursi is the Speech of Allah, and Allah's Speech is greater than Allah's creation of the heavens and the earth."
Jami` at-Tirmidhi 2884
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah An Naziat 40-46
Aur jisne apne Rubb ke saamne khade hone ka khauf kiya tha aur nafs ko buri khwahishaat se baaz rakkha tha, jannat uska thikana hogi. Yeh log tumse puchte hain ke aakhir woh ghadi kab aakar thehre gi? Tumhara kya kaam ke uska waqt batao. Uska ilm to Allah par khatm hai. Tum sirf khabardaar karne wale ho har us shaks ko jo uska khauf kare. Jis roz yeh log usey dekh lenge to inhein yun mehsoos hoga ke (yeh duniya mein ya halat-e-maut mein) bas ek din ke pichle pehar ya agle pehar tak thehre hain.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Ibn al-Qayyim رحمه الله:
“If Allāh loves His servant, He makes him for Himself, chooses him for His love, and selects him to worship Him. Allāh will let His servant's tongue be busy in remembering Him and his limbs will be busy serving Him.”
[al-Fawā’id | Pg. 158]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah A'raaf 34-35
Har qaum ke liye mohlat ki ek muddat muqarrar hai, phir jab kisi qaum ki muddat aan poori hoti hai to ek ghadi bhar ki takheer o taqdeem bhi nahin hoti.
(Aur yeh baat Allah ne aagaaz e takhleeq hi mein saaf farma di thi ke) aey bani Adam, yaad rakkho, agar tumhare paas khud tumhi mein se aise Rasool aayein jo tumhein meri aayaat suna rahe hon, to jo koi nafarmani se bachega aur apne rawayye ki islaah karlega uske liye kisi khauf aur ranjj ka mauqa nahin hai.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Abu Hurairah narrated that the Messenger of Allah ﷺ said:
"A man is upon the religion of his friend, so let one of you look at whom he befriends."
Jami` at-Tirmidhi 2378
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Al Anfāl 25
Aur bacho us fitne se jiski shamat makhsoos taur par sirf unhi logon tak mehdood na rahegi jinhon ne tum mein se gunaah kiya ho, aur jaan rakkho ke Allah sakht saza dene wala hai.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Abū Hurayrah رضي الله عنه said:
If one dies, the angels say: “What has he put forth?” And the people say: “What has he left behind?”
[Az-Zuhd Li Abī Dāwūd]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Sh. Muqbil Raḥimahullāh said:
“It is possible that a supplication from the parents may DESTROY a man and RUIN his Dunyā and also his Ākhirah due to a Duʿā made against him by his mother or his father."
[الرحلة الأخيرة صفحة ٢٤٠]
Ibn Qudamah رحمه الله said,
“When you see your heart is not present in Salah, know that the reason is weak faith, so strive to strengthen it.”
📖 [Mukhtasar Minhaj al-Qasidin, 30]
﴿وَمَنْ أَعْرَضَ عَن ذِكْرِي فَإِنَّ لَهُ مَعِيشَةً ضَنكًا﴾
And whoever turns away from My remembrance - indeed, he will have a depressed (i.e., difficult) life.
[Surat Taha, 20:124]
Ibn Sireen (rahimahullah):
The closest that a servant will be to his Lord is when he (maintains) the state of Tahaarah (purity, cleanliness, ablution, wudhu).
[Ibn Sirin (rahimahullah), Sunan of Sa’eed Ibn Mansoor (rahimahullah), 5460]
Ibn Taymiyyah (rahimahullah) said:
Iblis is like a bandit; every time a
person wants to travel towards Allah, he tries to intercept him!
[Majmū' al-Fatāwā, Ibn Taymiyyah (rahimahullah), 22/608]
*Du'a of Tashahhud*
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Abu Huraira reported:
The Messenger of Allah (ﷺ) said: When any one of you completes the last tashahhud. he should seek refuge with Allah from four (trials). I.e. from the torment of Hell, from the torment of grave, from the trial of life and death, and from the mischief of Masih at-Dajjal (Antichrist).
Sahih Muslim 588 b
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Ash Shu'ara 78-85
Jisne mujhe paida kiya, wahi meri rehnumayi farmata hai, jo mujhe khilata aur pilata hai, aur jab main bimar ho jata hoon to wahi mujhe shifa deta hai, jo mujhe maut dega aur phir dobara zindagi bakshega, aur jis se main umeed rakhta hoon ke roz e jaza mein woh meri khata maaf farmadega. (Ibrahim ne dua ki) "Aey mere Rubb, mujhe hukm ata kar aur mujhko salihon ke saath mila, aur baad ke aane walon mein mujhko sacchi naamwari ata kar, aur mujhe jannat e naeem ke warison mein shamil farma."
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
A man once stole, and after being caught, he said to Umar رضي الله عنه:
"I stole because this was the Qadar of Allāh."
Umar said to him:
"I am going to chop off your hand because it was the Qadar of Allāh."
[ﻣﻨﻬﺎﺝ ﺍﻟﺴﻨﺔ ﺍﻟﻨﺒﻮﻳﺔ ٢٣٤/٣]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Al Anbiyā' 69-72
69. Humne kaha “Aey aag, thandi hoja aur salamati ban jaa Ibrahim par”.
70. Woh chahte thay ke Ibrahim ke saath burayi karein magar humne unko buri tarah nakaam kardiya.
71. Aur hum usey aur Lut ko bacha kar us sar-zameen ki taraf nikal le gaye jismein humne duniya walon ke liye barkatein rakkhi hain.
72. Aur humne usey Ishaq ata kiya aur Yakoob uspar mazeed, aur har ek ko saleh (righteous) banaya
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Narrated Aisha, Ummul Mu'minin: while I was on a journey along with the Messenger of Allah (ﷺ): I had a race with him (the Prophet) and I outstripped him on my feet. When I became fleshy, (again) I had a race with him (the Prophet) and he outstripped me. He said: This is for that outstripping.
Sunan Abi Dawud 2578
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Al Anbiyā' 35
Har jaandaar ko maut ka maza chakhna hai, aur hum acchey aur bure halaat mein daal kar tum sabki aazmaish kar rahe hain, aakhir-e-kaar tumhein hamari hi taraf palatna hai.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Ibn al-Qayyim رحمه الله:
“How many a reward has come racing toward you…
But then stopped at the door; for the doors responding back were:
"I will"
"Perhaps"
and "Maybe" (do good deeds).
[Kitaab Al-Fawā’id | Pg. 63]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Ash Shu'ara 88-93
Jabke na maal koi faiyda dega na aulad, bajuz iske ke koi shaks qalb-e-saleem (sound heart) liye huey Allah ke huzur haazir ho. (Us roz) jannat parheizgaaron ke qareeb le aayi jayegi aur dozakh behke huey logon ke saamne khol di jayegi. Aur unse pucha jayega ke “ab kahan hai woh jinki tum khuda ko chodh kar ibaadat karte thay? Kya woh tumhari kuch madad kar rahe hain ya khud apna bachao kar sakte hain?”
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Ibn al-'Uthaymeen رحمة الله said:
"It is feared for a person that if he makes a habit in delaying his acts of worship, then Allah will test him by delaying everything that is good for him."
[Majmoo' al-Fataawa]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Aal e Imraan 200
Aey logon jo iman laye ho, Sabr se kaam lo, baatil paraston ke muqable mein pa-mardi dikhao, haqq ki khidmat ke liye kamar-basta ho jao, aur Allah se darte raho, umeed hai ke falaah paoge.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
The Prophet (ﷺ) said:
"Of the dinar you spend as a contribution in Allah's path, or to set free a slave, or as a sadaqah given to a needy, or to support your family
the one yielding the greatest reward is that which you spent on your family."
Sahih Muslim 995
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Al Qiyamah 26-35
Hargiz nahin, jab jaan halaq tak pahunch jayegi aur kaha jayega ke hai koi jhaad phook karne wala, aur aadmi samajh lega ke yeh duniya se judai ka waqt hai, aur pindli se pindli judh jayegi. Woh din hoga tere Rubb ki taraf rawangi ka, magar usne na sach mana, aur na namaz padhi, balke jhutlaya aur palat gaya. Phir akadta hua apne ghar walon ki taraf chal diya. Yeh rawish tere hi liye sazawaar hai aur tujh hi ko zeib deti hai, haan yeh rawish tere hi liye sazawaar hai aur tujh hi ko zeib deti hai.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
The imam al-Shawkāni رحمه الله said:
"The spread of innovations is faster than the spread of fire, especially the innovation of the mawlid. Indeed, the hearts of the common folk yearn for it, the utmost degree of yearning."
:Al-Fath al-Rabbāni 2/1089
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
*Important rule*
Everything is haram in worship unless legislated by the Shariah.
Everything is halal in this world unless stated haram by the Shariah.
Eid Milad un Nabi is clearly an innovation in religion and not in wordly affairs. Therefore, it is totally impermissible to celebrate it any shape or form.
There is nothing in the Quran to say that we should celebrate the Mawlid al-Nabi or birthday of the Prophet Muhammad (peace and blessings be upon him). The Prophet himself did not do this or command anyone to do it, either during his lifetime or after his death.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Al Fath verse 29
Muhammad Allah ke Rasool hain, aur jo log unke saath hain woh kuffar par sakht aur aapas mein raheem hain. Tum jab dekhoge unhein ruku va sujood aur Allah ke fazl aur uski khushnudi ki talab mein mashgul paoge. Sujood ke asarat unke chehron par maujood hain jinse woh alag pehchane jaate hain. Yeh hai unki sifat Taurat mein. Aur Injeel mein unki misaal yun di gayi hai ke goya ek kheti hai jisne pehle kopal (sprout) nikali, phir usko taqviyat (strength) di, phir woh gadhrayi, phir apne tanay (stem) par khadi ho gayi. Kaasht (sowers) karne walon ko woh khush karti hai taa-ke kuffar inke phalne phoolne par jalein (enraged). Is giroh ke log jo iman laye hain aur jinhon ne neik amal kiye hain Allah ne unse magfirat aur bade ajar ka waada farmaya hai.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
The Messenger of Allah ﷺ said: “Two supplications are not rejected: at the time of the adhān and under rain.”
(Ḥākim in Mustadrak 2534, Ṭabarānī in al-Muʿjam al-Kabīr 5756)
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
The best life is the life with Qur'an!
Listen to this amazing advice!
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Abu Sa’id al-Khudri reported: The Prophet (ﷺ) said, “There is no Muslim who calls upon Allah, without sin or cutting family ties, but that Allah will give him one of three answers: He will quickly fulfill his supplication, He will store it for him in the Hereafter, or He will divert an evil from him similar to it.” They said, “In that case we will ask for more.” The Prophet said, “Allah has even more.”
Musnad Aḥmad 11133
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Al Insaan 8-11
8. Aur Allah ki muhabbat mein miskeen aur yateem aur qaidi ko khana khilate hai,
9. Aur unse kehte hai ke (hum tumhein sirf) Allah ki khatir khila rahe hain, hum tumse na koi badla chahte hai na shukriya,
10. Hume to apne Rubb se us din ke azaab ka khauf lahiq hai jo sakht museebat ka intihayi taweel din hoga
11. Pas Allah taala unhein us din ke sharr se bacha lega aur unhein taazgi aur suroor bakshega.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Umar b. al-Khaṭṭāb رضي الله عنه said:
"O' Allāh, if You have written me down as being someone who is miserable, then erase that for me; and instead write me down as being happy. For indeed, You erase whatever You wish, and You write down and uphold whatever You wish."
{مجموع فتاوى جلد رقم ١٤ صحفة ٢٧٥}
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Al An'aam 31-32
31. Nuqsan mein pad gaye woh log jinhon ne Allah se apni mulaqaat ki ittila ko jhoot qarar diya, jab achanak woh ghadi aa jayegi to yahi log kahenge “afsos! Humse is maamle mein kaisi takseer hui ” aur inka haal yeh hoga ke apni peethon (backs) par apne gunaahon ka boojh laadhey huey honge. Dekho! Kaisa bura boojh hai jo yeh utha rahe hain.
32. Duniya ki zindagi to ek khel aur ek tamasha hai, haqeeqat mein aakhirat hi ka muqaam un logon ke liye behtar hai jo ziyan kaari se bachna chahte hain (seek to ward off their ruin), phir kya tum log aqal se kaam na loge?
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
The Messenger of Allah (ﷺ) said, "Visit the sick, feed the hungry, and (arrange for the) release of the captive.''
[Al-Bukhari].
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Al Hijr 97-99
Humein maloom hai ke jo baatein yeh log tumpar banate hain unse tumhare dil ko sakht koft hoti hai (heart is distressed).
Iska ilaaj yeh hai ke apne Rubb ki hamd ke saath uski tasbeeh karo, uski janaab mein sajda baja lao.
Aur us aakhri ghadi tak apne Rubb ki bandagi karte raho jiska aana yaqeeni hai.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Ja'far al-Ṣadiq said to Sufyān at-Thawrī: "If Allāh bestows on you a favour, and you wish to keep that favour, then you must praise and thank Him excessively.
This is because He said; "If you are grateful, I will give you more." {14:7}
[حلية الأولياء وطبقات الأصفياء]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Do these 2 things if you're studying Arabic!!
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Abu Huraira reported: The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, said, “By the One in whose hand is my soul, among the blessings you will be questioned about on the Day of Resurrection are the cool shade, fresh dates, and cold water.”
Sunan al-Tirmidhī 2369
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surqh Isrā' 13-15
Har Insan ka shagun (fate) humne uske apne galey mein latka rakkha hai, aur qayamat ke roz hum ek nawishta (book/record/scroll) uske liye nikalenge jise woh khuli kitaab ki tarah payega.
Padh apna naam-e-aamal, aaj apna hisaab lagane ke liye tu khud hi kafi hai.
Jo koi raah-e-raast ikhtiyar kare uski raast-rawi uske apne hi liye mufeed hai, aur jo gumraah ho uski gumraahi ka wabal usi par hai. Koi boojh uthane wala dusre ka boojh na uthayega aur hum azaab dene wale nahin hain jabtak ke (logon ko haqq-o-baatil ka farq samjhane ke liye) ek paigambar na bhej dein.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Sh. Muqbil Raḥimahullāh said:
“And the best of knowledge (al-ʿIlm) is MEMORISING QURʾĀN, for indeed our Prophet Muḥammad Ṣallallāhu-ʿAlaihi Wa Sallam said; as is narrated in Ṣaḥīḥ al-Bukhārī: ‘The best of you are those who learn Qurʾān and teach it’.”
[المقترح في أجوبة أسئلة المصطلح]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Al 'Ankabūt 60
Kitne hi jaanwar hain jo apna rizq uthaye nahin phirte, Allah unko rizq deta hai aur tumhara raaziq bhi wahi hai. Woh sab kuch sunta aur jaanta hai.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Make a lot of Istighfār as it is a barrier from the punishment of Allāh ﷻ:
وما كان الله معذبهم وهم يستغفرون
"...And Allāh will not punish them while they are seeking forgiveness..."
[Sūrah al-Anfāl Āyah 33]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Give the Return Gifts...
#shorts #shortdailyvideo
More Videos /channel/onepathtopeace/1962
*What are the three types of ṣabr(Patience)?*
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
And spy not, neither backbite one another. Would one of you like to eat the flesh of his dead brother? You would hate it. And have Taqwa of Allah...
Q49 (Al-Hujurat): Verse 12
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah At Taghabun 11
Koi museebat kabhi nahi aati magar Allah ke izan(Allah’s leave) hi se aati hai. Jo shakhs Allah par iman rakhta ho Allah uske dil ko hidayat bakshta hai. Aur Allah ko har cheez ka ilm hai.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Narrated `Aisha: I used to perfume Allah's Messenger (ﷺ) with the best scent available till I saw the shine of the scent on his head and shine beard.
Sahih al-Bukhari 5923
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co