Registered NGO (Serve Ummah, Serve Humanity) ★ Amazing Statuses ★ #Hadith & #GIF ★ #Motivational Reminders ★ #Stories & #Sunnah of Prophet ﷺ ★ #Day2Day updates ★ #Ponder ★ #ShortVideos ★ #Parenting ★ @DeenTutor Donate now:👉 donate.1Path2Peace.com
Surah Al Ahzāb 41-44
41. Aey logon! jo iman laye ho, Allah ko kasrat se yaad karo.
42. Aur subah o shaam uski tasbeeh karte raho.
43. Wahi hai jo tumpar rehmat farmata hai aur uske malaika tumhare liye dua e rehmat karte hain taa-ke woh tumhein tareekiyon (andhere) se roshni mein nikal laye. Woh momino par bahut meharbaan hai.
44. Jis roz woh us se milenge unka isteqbal salaam se hoga aur unke liye Allah ne bada baa-izzat ajar faraham kar rakkha hai.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
A'isha reported Allah's Messenger (ﷺ) as saying:
"Kindness is not to be found in anything but that it adds to its beauty and it is not withdrawn from anything but it makes it defective."
Sahih Muslim 2594
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Al Hajj 39-40
39. Ijazat de di gayi un logon ko jinke khilaf jung ki jaa rahi hai, kyunke woh mazloom hain, aur Allah yaqeenan unki madad par qaadir hai.
40. Yeh woh log hain jo apne gharon se na-haqq nikal diye gaye sirf is kasoor par ke woh kehte thay “hamara Rubb Allah hai”. Agar Allah logon ko ek dusre ke zariye dafa na karta rahe to khanqahein (monasteries), aur girja (churches) aur mabad (synagogues) aur masjidein, jin mein Allah ka kasrat se naam liye jata hai, sab mismaar (demolished) kar daali jayein. Allah zaroor un logon ki madad karega jo uski madad karenge. Allah bada taaqatwar aur zabardast hai.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Abu Huraira reported Allah's Messenger (ﷺ) as saying:
"Woman is like a rib. When you attempt to straighten it, you would break it. And if you leave her alone you would benefit by her, and crookedness will remain in her."
Sahih Muslim 715
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Az Zumar 3-4
3. Khabardar, deen e khaalis Allah ka haqq hai.Rahe woh log jinhon ne uske siwa dusre sarparast bana rakkhe hain (aur apne is fail ki taujeeh yeh karte hain ke) hum to unki ibaadat sirf is liye karte hain ke woh Allah tak hamari rasayi karadein (bring us nearer to Allah).Allah yaqeenan unke darmiyan un tamaam baaton ka faisla kardega jin mein woh ikhtilaf kar rahe hain. Allah kisi aise shaks ko hidayat nahin deta jo jhoota aur munkir e haqq ho.
4.Agar Allah kisi ko beta banana chahta to apni makhlooq mein se jisko chahta barguzida karleta, Paak hai woh is se (ke koi uska beta ho), woh Allah hai akela aur sab par gaalib.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
The prophet ﷺ said,
"When you stand for prayer, offer it as if it's your farewell prayer; and do not say something for which you'll have to apologise for tomorrow; and give up (hope) for what is in the hands of people [re: this material world]."
• ابن ماجه (٤١٧١)، وأحمد
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Al Kahf 107-109
107. Albattta woh log jo iman laye aur jinhon ne neik amal kiya, unki mezbani ke liye firdous ke baagh honge.
108. Jin mein woh hamesha rahenge aur kabhi us jagah se nikal kar kahin jaane ko unka jee na chahega.
109. (Aey Muhammad), kaho ke agar samandar mere Rubb ki baatein likhne ke liye roshnayi(ink) ban jaaye to woh khatam ho jaaye magar mere Rubb ki baatein khatam na hon, balke itni hi roshnayi aur le aayein to woh bhi kifayat (sufficience) na kare.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Those who memorize music lyrics can’t memorize Quran at the same time
Ibn al-Qayyim رحمه الله said:
“…. Never do the love of song and the love of Qur’ân come together in a person’s heart except that one expels the other…”
[Madârij Al-Sâlikîn, Vol.1, Page 487]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
The Beauty and Sweetness of the Morning and Evening Supplications- Don’t Neglect This Great Blessing!
Shaykh Aziz Farhan Al-Anizi
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Dhikr & Dua is the latest endeavour of Life With Allah (a da'wah initiative of Ummah Welfare Trust). A beautiful app with a modern design to help you read dhikr and duas on a daily basis and on key occasions.
Key Features:
- 400+ Dhikr & Duas
- Translation, transliteration, hadith/virtue
- Audio
- Emotions
- Articles
- Daily Reminders
- Counter
Download now on the App/Play Store: lifewithallah.com/app
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
The Ruling of Wiping The Face After Du'a - Shaykh Mutlaq al-Jāsir
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
The Prophet of Allah ﷺ said,
He who lets the people hear of his good deeds intentionally, (hoping to) to win their praise, Allah will let the people know his real intention, and he who does good things in public to show off and win thepraise of the people, Allah will disclose his real intention (and humiliate him).
[Sahih al-Bukhari, Book 81: To make the Heart Tender, Chapter 36: Showing Off, Hadith no. 6499]]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Ghāfir 14-17
14. (pas aey rujoo karne walon) Allah hi ko pukaro apne deen ko uske liye khaalis karke, khwa tumhara yeh fail(kaam/amal) kafiron ko kitna hi nagawaar ho.
15. Woh buland darjon wala, Maalik e Arsh hai apne bandon mein se jispar chahta hai apne hukm se rooh naazil kardeta hai taa-ke woh mulaqat ke din se khabardaar karde.
16. Woh din jabke sab log bay purda honge, Allah se unki koi baat bhi chupi hui na hogi (us roz pukar kar poochca jayega) aaj baadshahi kiski hai? (saara aalam pukar utthega) Allah waahid-e-qahhar (the One the Overpowering) ki.
17. (Kaha jayega) aaj har mutanaffis ko us kamayi ka badla diya jayega jo usne ki thi. Aaj kisi par koi zulm na hoga aur Allah hisaab lene mein bahut teiz hai.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Prophet ﷺ said:
"Honesty descended from the Heavens and settled in the roots of the hearts of men, and then the Qur'an was revealed and the people read the Qur'an, and also learnt it from the Sunnah. Both Qur'an and Sunnah strengthened their honesty."
[Sahih al-Bukhari 7276]
The Prophet ﷺ said:
"Love the one you love moderately, because you may hate them someday.
And hate the one you hate moderately, because you may love them someday."
● {جامع الترمذي ١٩٩٧}
Surah Hūd 88
...aur yeh jo kuch main karna chahta hoon uska saara inhisaar Allah ki taufeeq par hai. Usi par maine bharosa kiya aur har maamle mein usi ki taraf main rujoo karta hoon.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
The Prophet (ﷺ) said:
"He who observes fast for a day in the way of Allah He would remove his face from the Hell to the extent of seventy years' distance".
Sahih Muslim 1153
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah As Sāffāt 75-82
Humko issey pehle Nooh ne pukara tha, to dekho ke hum kaise acche jawab dene wale thay. Humne usko aur uske ghar walon ko karb-e-azeem (badi museebat) se bacha liya, aur usi ki nasal ko baki rakkha. Aur baad ki nasalon mein iski tareef o tausif chodh di. Salaam hai Nooh par tamaam duniya walon mein. Hum neki karne walon ko aisi hi jaza diya karte hain. Dar haqeeqat woh hamare momin bandon mein se tha. Phir dusre giroh ko humne garq (drown) kardiya.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
The Messenger of Allah (ﷺ) said, "The best amongst you is the one who learns the Qur'an and teaches it."
[Al-Bukhari].
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Al Baqarah 257
Jo log iman latey hain, unka haami o madadgaar Allah hai aur woh unko tareekiyon (andheron) se roshni mein nikaal laata hai aur jo log kufr ki raah ikhtiyar karte hain unke haami o madadgaar taghut hain aur woh unhein roshni se tareekiyon ki tafaf kheench le jaate hain, yeh aag mein jaane wale log hain, jahan yeh hamesha rahenge.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Narrated Anas: I have never touched silk or Dibaj (i.e. thick silk) softer than the palm of the Prophet (ﷺ) nor have I smelt a perfume nicer than the sweat of the Prophet.
Sahih al-Bukhari 3561
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
It is Harām to Recite This Du'ā at This Time in Salāh! - Shaykh Sa'd ash- Shithry
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Ibn al-Qayyim رحمه الله:
“Which pleasantry is better than the righteousness and comfort of the heart? The knowledge of the Lord, loving Him and complying with His commands? And is there any other life in reality worth living other than the one with a sound heart?”
The Disease & The Cure | Pg. 215]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Hūd 52
Aur aey meri qaum ke logon, apne Rubb se maafi chaho, phir uski taraf palato. Woh tumpar aasmaan ke dahane khol dega aur tumhari maujooda quwwat(strength) par mazeed quwwat ka izafa karega. Mujreemon ki tarah mooh na phero”.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
The Messenger of Allah (ﷺ) said:
"He who observed the 'Isha' prayer in congregation, it was as if he prayed up to midnight, and he who prayed the morning prayer in congregation, it was as if he prayed the whole night."
Sahih Muslim 656
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Prophet Muḥammad ﷺ said: “The passing away of the world is easier with Allāh than the killing of one Muslim.”
● [صحيح الجامع للألباني ٩٢٠٨]
Surah Al Isrā' 80-81
80. Aur dua karo ke parwardigaar, mujhko jahan bhi tu leja sachchayi ke saath leja aur jahan se bhi nikal sachchayi ke saath nikal aur apni taraf se ek iqtedar (power) ko mera madadgaar bana de.
81. Aur elan kardo ke “ haqq aa gaya aur baatil mitt gaya, baatil to mitne hi wala hai”.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Jabir b. 'Abdullah reported that the Messenger of Allah (ﷺ) said:
"The similitude of five prayers is like an overflowing river passing by the gate of one of you in which he washes five times daily."
Hasan said: No filthiness can remain on him.
Sahih Muslim 668
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Al Ghāfir 8-9
8. Aey hamare Rubb, aur daakhil kar unko hamesha rehne wali un jannaton mein jinka tu ne unse waada kiya hai, aur unke waldain aur biwiyon aur aulad mein se jo saleh (righteous) hon (unko bhi wahan unke saath pahuncha de). Tu bila shubah qaadir e multaq (Most Mighty) aur hakeem(most wise) hai.
9. Aur bacha de unko buraiyon se. Jisko tu ne qayamat ke din buraiyon se bacha diya uspar tu ne bada reham kiya. Yahi badi kamiyabi hai.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Purification of the soul through three matters:
1. Sincere Intention النية : The Muslim should have their intentions in their life and actions solely for the sake of Allah.
2. Knowledge العلم : Strive for knowledge, especially of Islamic law, as it is both an act of worshipand light. This light is essential for every Muslim.
-The greatest light is the Qur'an.
3. Action العمل : Increase in righteous deeds.
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Fussilat 30-31
Jin logon ne kaha ke Allah hamara Rubb hai aur phir woh ispar saabit qadam rahe, yaqeenan unpar Farishte naazil hotay hain, aur unse kehte hain ke “na daro, na gham karo, aur khush ho jao us jannat ki basharat (khush-khabri) se jiska tumse waada kiya gaya hai.
Hum is duniya ki zindagi mein bhi tumhare saathi hain aur aakhirat mein bhi. Wahan jo kuch tum chahoge tumhein milega aur har cheez jiski tum tamanna karoge woh tumhari hogi.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Jabir reported:
I heard the Prophet (ﷺ) as saying, "None of you would get into Paradise because of his good deeds alone, and he would not be rescued from Fire, not even I, but because of the Mercy of Allah."
Sahih Muslim 2817
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Al Jāthiya 27-28
27. Zameen aur aasmaano ki badshahi Allah hi ki hai, aur jis roz qayamat ki ghadi aa khadi hogi us din baatil parast khasare (nuksan) mein padh jayenge.
28. Us waqt tum har girooh ko ghuthano (knees) ke bal gira dekhoge. Har girooh ko pukara jayega ke aaye aur apna naame aamal dekhe. Unse kaha jayega: “aaj tum logon ko un aamal ka badla diya jayega jo tum karte rahe thay.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Ibn al-Qayyim:
“Nothing can be beneficial to the heart like reciting the Qur’ān meditatively. It causes one to have love for Allāh, passion, fear, beseeching Allāh, reliance upon Him, gratefulness to Allāh and patience, in addition to everything that puts life into the heart.”
[Miftāh Dār as-S’ādah | Pg. 187]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Saad 49-54
Yeh ek zikr tha. (Ab suno ke) muttaqi logon ke liye yaqeenan behtareen thikana hai.
Hamesha rehne wali jannatein jinke darwaze unke liye khule honge.
Unmein woh takiye lagaye baithe honge, khoob khoob fawake (fruits) aur mashroobat (drinks) talab kar rahe honge.
Aur unke paas sharmili humsin biwiyan hongi.
Yeh woh chezein hain jinhein hisaab ke din ata karne ka tumse waada kiya jaa raha hai.
Yeh hamara rizq hai jo kabhi khatam hone wala nahin.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
The Messenger of Allāh ﷺ said: “Send prayer upon me abundantly on the day of Jumu’ah (Friday) & on the night of Jumu’ah (Thursday night) for he who sends prayer upon me one time, Allāh sends prayer upon him 10 times.”
● [صحيح الجامع ١٢٠٩]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Faatir 34-35
34. Aur woh kahenge ke shukar hai us khuda ka jisne humse gham door kardiya, yaqeenan hamara Rubb maaf karne wala aur qadar farmane wala hai.
35. Jisne humein apne fazl se abadi (hamesha ke) qayam ki jagah thehra diya, ab yahan na humein koi mushaqqat pesh aati hai aur na thakaan lahiq hoti hai.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Umar bin Al-Khattab (May Allah be pleased with him) reported: I sought permission of the Prophet (ﷺ) to perform 'Umrah, and he granted me leave and said, "Brother, do not forget us in your supplications." I would not exchange these words of his for the whole world.Another narration is: He (ﷺ) said, "Include us, my brother, in your supplications."
[Abu Dawud and At- Tirmidhi].
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Ghāfir 14-17
36. Jo shaks Rehman ke zikr se tagaful (gaflat) barat-ta hai, hum ispar ek shaytan musallat kardete hain aur woh uska rafiq ban jata hai.
37. Yeh shayateen aisay logon ko raah e raast par aane se roakte hain, aur woh apni jagah yeh samajhte hain ke hum theek jaa rahe hain.
38. Aakhir e kaar jab yeh shaks hamare haan pahuchega to apne shaytan se kahega “kaash mere aur tere darmiyan mashriq o magrib ka boadh (doori/ distance) hota, tu to badhtareen saathi nikla”
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Salamah ibn Dīnār رحمه الله said:
“There are three qualities that whoever has them, his intellect will become complete, and whoever has one [of these three qualities], a third of his intellect becomes complete:
• He knows his level,
• He preserves his tongue,
• He is content with what Allāh has provided [him with].”
[Tārīkh Dimishq: 22/67]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Ibn Qudāmah said: "And know that many men were destroyed due to their fear of people's criticism and love for their praise."
● [مختصر منهاج القاصدين]
Don't miss your prayers!
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
“The Messenger of Allah (ﷺ) said: ‘The covenant that distinguishes between us and them is prayer; so whoever leaves it, he has committed Kufr.’”
Sunan Ibn Majah 1079
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Yusuf 83
Accha ispar bhi sabr karunga aur bakhubi karunga. Kya baeed hai ke Allah un sab ko mujhse laa milaye, woh sab kuch jaanta hai aur uske sab kaam hikmat par mabni hain.”
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Abū Bakr as-Ṣiddīq رضى الله عنه said:
"Indeed Allāh forgives major sins, so do not despair, and indeed Allāh punishes for minor sins, so do not be deceived."
{Sharh Ṣaḥīḥ Bukhāri by Ibn Battal 19/267}
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Ghāfir 14-16
14. (pas aey rujoo karne walon) Allah hi ko pukaro apne deen ko uske liye khaalis karke, khwa tumhara yeh fail(kaam/amal) kafiron ko kitna hi nagawaar ho.
15. Woh buland darjon wala, Maalik e Arsh hai apne bandon mein se jispar chahta hai apne hukm se rooh naazil kardeta hai taa-ke woh mulaqat ke din se khabardaar karde.
16. Woh din jabke sab log bay purda honge, Allah se unki koi baat bhi chupi hui na hogi (us roz pukar kar poochca jayega) aaj baadshahi kiski hai? (saara aalam pukar utthega) Allah waahid-e-qahhar (the One the Overpowering) ki.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
The Prophet (ﷺ) said:
No one gives Sadaqa of a date out of his honest earning, but Allah accepts it with His Right Hand, and then fosters it as one of you fosters the colt or a young she-camel, till it becomes like a mountain or even greater.
Sahih Muslim 1014
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Az Zumar 36-37
(Aey Nabi) kya Allah apne banday ke liye kafi nahin hai? Yeh log uske siwa dusron se tumko daratey hain, halaanke Allah jise gumraahi mein daal de usey koi raasta dikhane wala nahin.
Aur jise woh hidayat de usey bhatkane wala bhi koi nahin. Kya Allah zabardast aur inteqaam lene wala nahin hai?
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
The Prophet (ﷺ) said:
"The five (daily) prayers and from one Friday prayer to the (next) Friday prayer, and from Ramadan to Ramadan are expiations for the (sins) committed in between (their intervals) provided one shuns the major sins."
Sahih Muslim 233
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Al Ahzāb 56
Allah aur uske malaika (Farishte) Nabi par darood bhejte hain, Aey logon jo iman laye ho, tum bhi unpar darood o salaam bhejo.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Imam Ibn Al-Qayyim A-Jawzeeyah [رحمه الله] said:
❝When the heart is agitated and has anxiety then there is nothing that will make it tranquil other than the Dhikr [remembrance] of Allaah.❞
[Madarij As-Salikeen, (3/72)]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Ad Duha
Qasam hai roz-e-roshan ki. Aur raat ki jabke woh sukoon ke saath taari ho jaaye. (Aey Nabi) tumhare Rubb ne tumko hargiz nahin chodha aur na woh naraaz hua. Aur yaqeenan tumhare liya baad ka daur pehle daur se behtar hai. Aur anqareeb tumhara Rubb tumko itna dega ke tum khush ho jaaoge. Kya usne tumko yateem nahin paya aur phir thikana faraham kiya? Aur tumhey nawaqif-e-raah paya aur phir hidayat bakshi. Aur tumhein nadaar (tangdast) paya aur phir maaldar kardiya. Lihaza yateem par sakhti na karo, aur saayil (maangne wale) ko na jhidko. Aur apne Rubb ki niyamat ka izhar karo.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Abu Huraira reported Allah's Messenger (ﷺ) as saying:
"No prayer is more burdensome to the hypocrites than Isha and Fajr. If they knew the blessing in them, they would come even if they had to crawl."
Sahih Muslim 651
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Ar Rūm 40
Allah hi hai jisne tumko paida kiya, phir tumhein rizq diya, phir woh tumhein maut deta hai, phir woh tumhein zinda karega. Kya tumhare thehraye huey shareekon mein koi aisa hai jo in mein se koi kaam bhi karta ho? Paak hai woh aur bahut baala-o-bartar hai us shirk se jo yeh log karte hain.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
The Prophet (ﷺ) said,
"A Muslim is a brother of another Muslim, so he should not oppress him, nor should he hand him over to an oppressor. Whoever fulfilled the needs of his brother, Allah will fulfill his needs;whoever brought his (Muslim) brother out of a discomfort, Allah will bring him out of the discomforts of the Day of Resurrection, and whoever screened a Muslim, Allah will screen him on the Day of Resurrection."
Sahih al-Bukhari 2442
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Al Furqān 74-75
74. Jo duaein maanga karte hain ke, “Aey hamare Rubb, humein apni biwiyon aur apni aulaad se aankhon ki thandak de, aur humko parheizgaaron ka imam bana.”
75. Yeh hain woh log jo apne sabr ka phal manzil-e-buland ki shakal mein payenge, aadaab o tasleemaat se unka istaqbaal hoga.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Ibn Mas'ud (May Allah be pleased with him) reported: The Prophet (ﷺ) said to me, "Recite the Qur'an to me." I said: "O Messenger of Allah! Shall I recite it to you when it was revealed to you?" He (ﷺ) said, "I like to hear it from others." Then I beganto recite Surat An-Nisa'. When I reached the Ayah: 'How will it be when We shall bring a witness from every people and bring you as a witness against them?' (Having heard it) he said,"Enough! Enough!" When I looked at him, I found his eyes were overflowing with tears.
[Al- Bukhari and Muslim].
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co