onepathtopeace | Unsorted

Telegram-канал onepathtopeace - 1Path2Peace Foundation

5839

Registered NGO (Serve Ummah, Serve Humanity) ★ Amazing Statuses ★ #Hadith & #GIF ★ #Motivational Reminders ★ #Stories & #Sunnah of Prophet ﷺ ★ #Day2Day updates ★ #Ponder ★ #ShortVideos ★ #Parenting ★ @DeenTutor Donate now:👉 donate.1Path2Peace.com

Subscribe to a channel

1Path2Peace Foundation

Surah Al Jinn

Verses 20-25 of Surah Al-Jinn emphasize the Prophet Muhammad’s (ﷺ) role as a messenger of Allah, clarifying that he worships Allah alone and has no power to harm or benefit anyone. He reminds people that ultimate authority belongs to Allah, and his duty is solely to convey the message of Tawheed (monotheism). The verses warn disbelievers about the consequences of denial, stressing that knowledge of the Day of Judgment lies only with Allah. These verses highlight the Prophet’s humility, reliance on Allah, and the call to worship Him alone.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Prophet ﷺ said,

"Whoever increases his prayers for forgiveness, Allah will grant him relief from every worry, a way out from every hardship, and provide for him in ways he does not expect."

[Musnad Ahmad 2234]

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

It's time of Winters 🥶
Winters Donation Drive, Donate a Blanket Now!!

🌐
https://1path2peace.in/clothaneedy

💰 Cost of 1 Blanket: Rs 430

Prophet Muhammad صلى الله عليه وسلم said: Whoever fulfilled the needs of his brother, Allah will fulfill his needs; whoever brought his (Muslim) brother out of a discomfort, Allah will bring him out of the discomforts of the Day of Resurrection. Shaih Bukhari: Volume 3, Book 43, Number 622)

Donation link:
https://pmny.in/IJC87XNg0Ada
Phonepe/GooglePe/PayTm:
+918630392791

You might be sleeping in Cozy and warm bed but many people are still having hope that they get the same warmth as you.

Just like previous year in winters we donated 100 Blanket's all over India Via help of Volunteers.
You can also share your part in donating a small part take part in Khair...

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Aal e Imraan

139. Dil shikasta na ho, gham na karo , tum hi gaalib rahoge agar tum momin ho.
140. Is waqt agar tumhein chot (wound) lagi hai to is se pehle aisi hi chot tumhare mukhalif fareeq ko bhi lag chuki hai. Yeh to zamane ke nasheb o faraaz hain jinhein hum logon ke darmiyan gardish dete rehte hain, tumpar yeh waqt is liye laya gaya ke Allah dekhna chahta tha ke tum mein sacche momin kaun hain, aur un logon ko chant lena chahta tha jo waqayi (raasti ke) gawah hon, kyunke zalim log Allah ko pasand nahin hain.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Shaykh al-Islam [Ibn Taymiyyah] said:

“Whoever thinks that they can take [directly] from the Qur’an and Sunnah without following the example of the Companions and their path is from the people of innovation.”

Mukhtasar Al-Fatawa Al-Masriyyah, p555

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Baqarah 153-154

Aey logon jo iman laye ho sabr aur namaz se madad lo, Allah sabr karne walon ke saath hai.
Aur jo log Allah ki raah mein maare jayein unhein murda na kaho, aise log to haqeeqat mein zinda hain, magar tumhein unki zindagi ka shaoor nahin hota.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Al'hamdulillah for the victory in Shaam!

The Recommendation of Supplicating for Victory When Confronting the Enemy

The Prophet ﷺ said: “O people! Do not wish to meet the enemy, and ask Allah for safety. But if you do meet them, be steadfast. And know that Paradise lies under the shade of swords.”

Then the Prophet ﷺ stood and said:
“O Allah, Revealer of the Book, Controller of the clouds, and Defeater of the confederates, defeat them and grant us victory over them.”

[Agreed upon (Bukhari and Muslim)]

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Baqarah

208. Aey iman laane walon! Tum poore ke poore Islam mein aa jao aur shaytan ki pairwi na karo ke woh tumhara khula dushman hai.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Shaykh Al-'Uthaymeen, may Allāh have mercy upon him, said:

"Try your best to keep away from everything that brings about worry, grief, and sorrow, so that you are always at rest and full of contentment, actively worshipping Allāh, the Mighty and Majestic, and looking after yourworldly affairs as well as affairs of the hereafter.

If you try this, you will find peace and rest, but if you tire yourself with (thinking about) the past, or worrying about the future in a way that is not permitted by the Sharee'ah (Islamic legislation), then know that youwill become fatigued and will miss out on much good."

[Fath zee al-Jalālee wal-Ikrām bi sharh Buloog al-Maram, vol.9, pg.138.]

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah TāHā 105-107

105. Yeh log tumse puchte hain ke aakhir us din yeh pahad(mountains) kahan chale jayenge? Kaho ke mera Rubb unko dhool banakar uda dega.
106. Aur zameen ko aisa humwar chatiyal maidan bana dega (empty level plain),
107. Ke is mein tum koi bal aur salwat (curve or crease) na dekhoge.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Imam ibn al-Qayyim رحمه الله said:

"One of the righteous used to carry a small piece of paper in his pocket, which he would open and read every hour. Written on it were the words:

{"And be patient over the decision of your Lord, for indeed, you are under Our eyes."}"

[نور الإقتباس لابن رجب : صــ ١٢٢]

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Aal e Imraan 160

Allah tumhari madad par ho to koi taaqat tumpar gaalib aane wali nahin, aur woh tumhein chodh de to iske baad kaun hai jo tumhari madad kar sakta ho? Pas jo sacche momin hain unko Allah hi par bharosa rakhna chahiye.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Ibn al-Qayyim رحمه الله:

"Whoever increases in worry and sadness must recite; Laa Ḥawla Walaa Quwwata Illaa Billaah
(There is no power nor strength except by Allaah).”

"لا حول ولا قوة إلابالله"

[Zaad al-Ma'ād | 4/183]

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Ash Shu'ara 50-51

50. Unhon ne jawab diya “kuch parwah nahin, hum apne Rubb ke huzur pahunch jayenge.
51. Aur humein tawaqqu hai ke hamara Rubb hamare gunaah maaf kardega kyunke sabse pehle hum iman laye hain”.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

The Messenger of Allāh ﷺ said:

“There are four that whomever receives has been given goodness in this world and the Hereafter:

١. A grateful heart.
٢. A tongue of remembrance.
٣. A body patient with trials.
٤. A wife neither treacherous with herself nor her husband’s wealth.”

[شعب الإيمان للبيهقي ٤١١١، حسنه السيوطي]

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Mulk 19-20

19: Kya yeh log apne upar udney wale parindon ko par phaylaye aur sukedte nahin dekhte? Rehman ke siwa koi nahin jo inhein thamey huey ho. Wahi har cheez ka nigehbaan hai.
20: Batao, aakhir woh kaunsa lashkar tumhare paas hai jo Rehman ke muqable mein tumhari madad kar sakta hai? Haqeeqat yeh hai ke yeh munkireen (inkar karne wale) dhoke mein padey huey hain

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

The Prophet ﷺ said:

"Hidden Shirk; a person stands to pray, and he beautifies his prayer because he sees the people looking at him!”

{صحيح سنن ابن ماجة ٢/٤١٠/٣٣٨٩}

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Baqarah 255 (Ayatul Kursi)


Woh Allah hai, uske siwa koyi *(sachcha)* ma'bood nahin, zindah hai, sab ko sanbhaale huye hai, use oongh aati hai na neend, jo kuchh aasmaanon mein aur jo kuchh zameen mein hai, sab usi ka hai. kaun hai jo uske saamne uski ijaazat ke baghair sifaarish kar sake? woh jaanta hai jo kuchh logon ke saamne hai aur jo kuchh unke peechhe hai aur woh uske i'lm mein se kisi cheez ko apne ehaate mein nahin laa sakte, siwaaye iss baat ke jo woh chaahe. uski kursi ¹ne aasmaanon aur zameen ko gher rakkha hai aur use un donon ki hifaazat thakaati nahin aur woh buland tar, nehaayat a'zmat waala hai.

Nabi Kareem ne farmaaya:'Kursi ke muqaabla mein saat aasmaanon ki haisyat sirf itni si hai jitni kisi khaali zameen mein padi huyi angoothhi ki.' (Silsilatul Ahaadeesis-Sahiha, Hadees:109) Jumhoor ahl-e- sunnat ka yeh aqeedah hai ke Kursi a'rsh ke saamne qadmon ki jagah hai.' (Fataawa Ibne Taymiyah, Jild:5,page:55)

Qur'an and Dhikr by Iqra App: ishortn.ink/iqra

🍁🍁🍁🍁

T.me/onepathtopeace

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Ar Ra'ad 28-29

28. Aise hi log hain woh jinhon ne (is Nabi ki dawat ko) maan liya hai aur unke dilon ko Allah ki yaad se itminaan naseeb hota hai, khabardaar raho! Allah ki yaad hi woh cheez hai jis se dilon ko itminaan naseeb hua karta hai.
29. Phir jin logon ne dawat-e-haqq ko maana aur neik amal kiye woh khush-naseeb hain aur unke liye accha anjaam hai.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

The Prophet (ﷺ) said:

"Time will pass rapidly, good deeds will decrease, miserliness will be thrown (in the hearts of the people) afflictions will appear and there will be much 'Al-Harj." They said, "O Allah's Apostle! What is "Al-Harj?" He said, "Killing! Killing!"

Sahih Bukhari 7061

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Fath 29

Muhammad Allah ke Rasool hain, aur jo log unke saath hain woh kuffar par sakht aur aapas mein raheem hain. Tum jab dekhoge unhein ruku va sujood aur Allah ke fazl aur uski khushnudi ki talab mein mashgul paoge. Sujood ke asarat unke chehron par maujood hain jinse woh alag pehchane jaate hain. Yeh hai unki sifat Taurat mein. Aur Injeel mein unki misaal yun di gayi hai ke goya ek kheti hai jisne pehle kopal (sprout) nikali, phir usko taqviyat (strength) di, phir woh gadhrayi, phir apne tanay (stem) par khadi ho gayi. Kaasht (sowers) karne walon ko woh khush karti hai taa-ke kuffar inke phalne phoolne par jalein (enraged). Is giroh ke log jo iman laye hain aur jinhon ne neik amal kiye hain Allah ne unse magfirat aur bade ajar ka waada farmaya hai.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Imam Shafi’ee رحمه الله adviced one of his students:
“Do not speak about things that do not concern you, for indeed, every time that you speak a word, it takes control of you and you do not have any control over it!”
[Kitaab Al-Adhkaar,Nawawi]

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Ad Dukhān 38-42

38. Yeh aasmaan o zameen aur inke darmiyan ki cheezein humne kuch khel ke taur par nahin bana di hai.
39. Inko humne bar-haqq paida kiya hai, magar aksar log jaante nahin hai.
40. In sabke uthaye jaane ke liye tai-shudha waqt faisle ka din hai.
41. Woh din jab koi azeez kareeb apne kisi azeez kareeb ke kuch bhi kaam nahin aayega. Aur na kahin se unhein koi madad pahunchegi.
42. Siwaye iske ke Allah hi kisi par reham kare, woh zabardast aur Raheem hai.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Al-Ahnaf bin Qais, رحمه الله said:

"After directing all my attention towards the Holy Quran; I did not find anything more pleased to my soul than this verse: And (there are) others who have acknowledged their sins, they have mixed a deed that was righteous with anotherthat was evil. Perhaps Allah will turn unto them in forgiveness. Surely, Allah is Oft-Forgiving, Most Merciful. (9:102)"

[الزهد للإمام أحمد]

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah An Nisā' 26-28

26. Allah chahta hai ke tumpar un tareeqon ko wazeh kare aur unhi tareeqon par tumhein chalaye jinki pairwi tumse pehle guzre huey sulaha (righteous) karte thay. Woh apni rehmat ke saath tumhari taraf mutawajjeh hone ka irada rakhta hai. Aur woh aleem bhi hai aur dana bhi.
27. Haan, Allah to tumpar rehmat ke saath tawajju karna chahta hai magar jo log khud apni khwahishaat e nafs ki pairwi kar rahe hain woh chahte hain ke tum raah e raast se hatkar door nikal jao.
28. Allah tumpar se pabandiyon ko halka karna chahta hai kyunke Insan kamzoar paida kiya gaya hai.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Shaykh Ibn Bāz رحمه الله said:

“Do not be upset when you hear ‘May Allāh guide you.’

You need guidance, even if you were the most pious of people and even if you were the most knowledgeable of people, you need guidance until you die.”

[Majmū’ Fatāwā al-Shaykh Ibn Bāz | Volume 7 | Page 163]

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Baqarah 45-46

45. Sabar aur namaz se madad lo, beshak namaz ek sakht mushkil kaam hai.
46. Magar un farma-bardaar bandon ke liye mushkil nahin hai jo samajhte hain ke aakhir e kaar unhein apne Rubb se milna aur usi ki taraf palat kar jana hai.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Ibn ‘Uthaymeen رَحِمَهُ ٱللَّٰهُ said:

“The women are not a garment you wear and undress however you like. They are honored and have their rights!”

[al-Liqā ash-Shahrī 80]

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Ibraheem 42

Ab yeh zalim log jo kuch kar rahe hain Allah ko tum us se gaafil na samjho. Allah to inhein taal raha hai us din ke liye jab haal yeh hoga ke aankhein phati ki phati reh gayi hain.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Ibn al-Qayyim رحمه الله said:

“If you want to see the extent of your Īmān then see how you are in private.
For indeed Īmān does not show its true extent in two units of prayer or in fasting during the day.
But it shows in striving against your soul and desires.”

[Madārij As-Sālikīn | 164/82]

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Adh Dhāriyāt 15-21

Albatta muttaqi log us roz baaghon aur chashmo mein honge, jo kuch unka Rubb unhein dega usey khushi khushi le rahe honge. Woh us din ke aane se pehle neikukar thay. Raaton ko kam hi sotey thay, phir wahi raat ke pichle peharon mein maafi maangte thay. Aur unke maalon mein haqq tha saahil aur mehroom ke liye. Zameen mein bahut si nishaniyan hain yaqeen laane walon ke liye, aur khud tumhare apne wajood mein hain, kya tumko soojhta nahin?

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Imam Ibn Al-Mubarak رحمه الله said,

“A man will not excel in any knowledge as long as he does not beautify his knowledge with good manners.”

[Adab al-Shar'iah, 3/552]

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Ibraheem

38. Parwardigar, tu jaanta hai jo kuch hum chupate hain aur jo kuch zaahir karte hain”. Aur waqayi Allah se kuch bhi chupa hua nahin hai, na zameen mein na asmano mein.
39.“Tamam Hamd Allaah ke liye hai jisne mujhe is budhape mein Ismail aur Ishaq jaise bete diye, haqeeqat yeh hai ke mera Rubb zaroor dua sunta hai.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Imam Ibn al-Qayyim رحمه الله said:

"One of the greatest causes of the expansion of the heart (Sharh As-Sadr) is Tawheed. The more complete, strong, and increased it gets, the more the heart of its possessor will be expanded."

(Zaad al-Ma'ad, 2/22)

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Aal e Imraan

92. Tum neki ko nahin pahunch sakte jab tak ke apni woh cheezein (khuda ki raah mein) kharch na karo jinhein tum azeez rakthe to, aur jo kuch tum kharch karoge Allah us se be khabar na hoga.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

The prophet ﷺ said:

“Learn your lineages to solidify your family ties. Verily, keeping family ties causes love among the kinship, enriches the wealth, and increases the lifespan.”

[Sunan at-Tirmidhi 1979]

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Ash Shu'ara 100-103

100. Ab na hamara koi sifarishi hai,
101. Aur na koi jigri dost.
102. Kaash humein ek dafa phir palatne ka mauqa mil jaaye to hum momin hon”.
103. Yaqeenan is mein ek badi nishani hai, magar in mein se aksar log iman laane wale nahin.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Ibn al-Qayyim رحمه الله:

"Being addicted to music makes Qur’ān heavy upon the heart, and makes one hate hearing the Qur'ān."

[Ighathat al-Lahfan]

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Anfāl 24-25

24. Aey iman laane walon, Allah aur uske Rasool ki pukar par labbaik kaho jabke Rasool tumhein us cheez ki taraf bulaye jo tumhein zindagi bakshne wali hai, aur jaan rakkho ke Allah aadmi aur uske dil ke darmiyan hayal hai, aur usi ki taraf tum sametay jaaoge.
25. Aur bacho us fitne se jiski shamat makhsoos taur par sirf unhi logon tak mehdood na rahegi jinhon ne tum mein se gunaah kiya ho, aur jaan rakkho ke Allah sakht saza dene wala hai.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Ibn al-Qayyim رحمه الله:

“I once attended fajr prayer with Ibn Taymiyyah رحمه الله; he then sat and remembered Allāh until it was nearly midday. He then turned around and said to me,

This is my early morning meal, if I do not take this breakfast, my strength will drop.”

[Al-Wābil as-Sayyib | Pg. 60]

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Fātir 34-35

34. Aur woh kahenge ke shukar hai us khuda ka jisne humse gham door kardiya, yaqeenan hamara Rubb maaf karne wala aur qadar farmane wala hai.
35. Jisne humein apne fazl se abadi (hamesha ke) qayam ki jagah thehra diya, ab yahan na humein koi mushaqqat pesh aati hai aur na thakaan lahiq hoti hai.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Ibn al-Qayyim رحمه الله:

“If you want to find out that which rests in one’s heart, then look to the movements of their tongue. Indeed, the tongue indicates that which rests in the heart, whether or not its owner wills.”

[al-Dāʾ wa-al-Dawāʾ | Pg. 364]

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Mursalāt 41-44

41. Muttaqi log aaj saayon aur chashmon mein hai
42. Aur jo phal woh chahe (unke liye haazir hai)
43. Khao aur pio mazey se apne un aamal ke siley mein jo tum karte rahe ho
44. Hum neik logon ko aisi hi jaza dete hain

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Jabir reported:

I heard the Prophet (ﷺ) as saying, "None of you would get into Paradise because of his good deeds alone, and he would not be rescued from Fire, not even I, but because of the Mercy of Allah."

[Sahih Muslim 2817]

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Aal e Imrān 147-148

147. Unki dua bas yeh thi ke “aey hamare Rubb! Hamari galatiyon aur kotahiyon se darguzar farma, hamare kaam mein tere hudood se jo kuch tajawuz ho gaya ho usey maaf karde, hamare qadam jamaa de aur kafiron ke muqable mein hamari madad kar.”
148.Aakhir e kaar Allah ne unko duniya ka sawab bhi diya aur is se behtar sawab e aakhirat bhi ata kiya. Allah ko aise hi neik amal log pasand hain.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Muhammad al-Baqir رحمه الله said:

"Never does any pride enter the heart of a man except that his intelligence decreases by the same amount."

[Siyar A'lam an-Nubalaa']

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Falaq

1:Kaho main panaah maangta hoon subah ke Rubb ki.
2:Har us cheez ke sharr se jo usne paida ki hai.
3:Aur raat ki tareeki ke sharr se jab ke woh chaa jaaye
4:Aur girhon mein phoonkne walon (ya waliyon) ke sharr se..
5: Aur Hasid (envies) ke sharr se jab ke woh hasad (envy) kare.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Ibn al-Qayyim رحمه الله:

“The perfection of man is based on these two abilities: Knowledge and love. And the best knowledge is the knowledge about Allāh, and the highest love is the love for His Sake.”

[al-Fawā’id | Pg. 83]

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Let your words be like your actions.

The Prophet said: The night during which I had the journey (from Makkah to Jerusalem), I passed by a group of people whose lips were being torn with shears of fire.

I asked: Who are they?

The Angels answered: They used to be preachers in the worldly life, telling other people to do good deeds while they did not do good deeds themselves…"

● [مسند أحمد بن حنبل ٣/٢١٠]

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Ar Rūm 12-16

12. Aur jab woh sa-aat (hour/ghadi) barpa hogi us din mujrim hak-dak (dumbfounded) reh jayenge.
13. Unke tehraye huey shareekon mein koi unka sifarishi (intercessor) na hoga, aur woh apne shareekon ke munkir ho jayenge.
14. Jis roz woh sa-aat (hour/ghadi) barpa hogi, us din (sab Insan) alag girohon mein batt(split ) jayenge.
15. Jo log iman laye hain aur jinhon ne neik amal kiye hain woh ek baagh mein shadaan-o-farhaan (khush haal) rakkhe jayenge.
16. Aur jinhon ne kufr kiya hai aur hamari aayaat ko aur aakhirat ki mulaqaat ko jhutlaya woh azaab mein haazir rakkhe jayenge.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Ibn al-Qayyim رحمه الله:

“How strange it is that when a servant of Allāh has a problem, he seeks the help of Allāh but he never asks Allāh to cure his heart before it dies of ignorance, neglect, fulfilling one’s desires and being involved in innovations. Indeed, when the heart dies, he will never feel the significance or impact of his sins.”

[al-Fawā’id | Pg. 180]

t.me/onepathtopeace

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah An Naml 59-60

59. (Aey Nabi) kaho, hamd hai Allah ke liye aur salaam uske un bandon par jinhein usne barguzida kiya. (Inse pucho) Allah behtar hai ya woh mabood jinhein yeh log iska shareek bana rahe hain?
60. Bhala woh kaun hai jisne aasmano aur zameen ko paida kiya, aur tumhare liye aasmaan se pani barsaya, phir uske zariye se woh khusnuma baagh ugaye jinke darakhton ka ugana tumhare bas mein na tha? Kya Allah ke saath koi dusra khuda bhi (in kaamon mein shareek) hai? (Nahin), balke yahi log raah e raast se hatkar chale jaa rahe hain.

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

The Prophet (ﷺ) said:

"By Him in Whose Hand my life is, it is better for anyone of you to take a rope and cut the wood and carry it over his back and sell it rather than to ask a person for something and that person may give him or not."

Sahih al-Bukhari 1470

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah TāHā 25-29

Moosa ne arz kiya, "Parwardigar, mera seena khol de, aur mere kaam ko mere liye aasaan kar de, aur meri zubaan ki girah suljha de taa-ke log meri baat samajh sakein. Aur mere liye mere apne kumbe (family) se ek wazir muqarrar kar de."

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

The Messenger of Allāh صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ said:

“Whoever seeks to please Allāh by displeasing people; Allāh will suffice him against need (and harm) of people and whoever seeks to please people by displeasing Allāh;Allāh will leave his authority with people (who will eventually oppress him).”

● [رواه الترمذي ٢٤١٤ ، صححه الألباني]

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Maryam 96-98

96. Yaqeenan jo log iman le aaye hain aur amal e saleh kar rahe hain anqareeb Rehman unke liye dilon mein muhabbat paida kardega.
97. Pas (aey Muhammad) , is kalam ko humne aasaan karke tumhari zubaan mein isi liye naazil kiya hai ke tum parheizgaron ko khush-khabri dedo aur hat-dharm (jhagdalu/obdurate) logon ko dara do.
98. Inse pehle hum kitni hi qaumon ko halaak kar chuke hain, phir aaj kahin tum unka nishaan paatey ho, ya unki bhanak bhi kahin sunayi deti hai?

🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁

Ibn al-Qayyim:

“Which punishment can be worse than disregarding your own self and squandering it, forgetting the matters that benefit it, forgetting its illness and cure and the reasons for its joy, success, uprightness and its eternal life in the permanent abode of bliss?.”

[The Disease & The Cure | Pg. 186]

✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co

Читать полностью…
Subscribe to a channel