Registered NGO (Serve Ummah, Serve Humanity) ★ Amazing Statuses ★ #Hadith & #GIF ★ #Motivational Reminders ★ #Stories & #Sunnah of Prophet ﷺ ★ #Day2Day updates ★ #Ponder ★ #ShortVideos ★ #Parenting ★ @DeenTutor Donate now:👉 donate.1Path2Peace.com
Surah Ar Ra'ad 23-24
23. Yani aise baagh jo unki abadi qayamgaah honge. Woh khud bhi unmein daakhil honge aur unke aaba o ajdaad aur unki biwiyon aur unki aulad mein se jo jo saleh (neikukar) hain woh bhi unke saath wahan jayenge. Malaika har taraf se unke isteqbal ke liye aayenge.
24. Aur unse kahenge ke “tumpar salamati hai, tumne duniya mein jis tarah sabr se kaam liya uski badaulat aaj tum iske mustahiq huey ho”. Pas kya hi khoob hai yeh aakhirat ka ghar!
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
The Messenger of Allah (ﷺ) said:
"He who dies associating anything with Allah would enter the Fire (of Hell)."
Sahih Muslim 92
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Winter comes winter Go, but needs of people remains 😔
Donate a Ration Kit to a poor and needy person by 1Path2Peace Foundation
https://1path2peace.in/rationkits
Gpay/phonep/Paytm = 8630392791
Surah Al Insān 8-11
8. Aur Allah ki muhabbat mein miskeen aur yateem aur qaidi ko khana khilate hai,
9. Aur unse kehte hai ke (hum tumhein sirf) Allah ki khatir khila rahe hain, hum tumse na koi badla chahte hai na shukriya,
10. Hume to apne Rubb se us din ke azaab ka khauf lahiq hai jo sakht museebat ka intihayi taweel din hoga
11. Pas Allah taala unhein us din ke sharr se bacha lega aur unhein taazgi aur suroor bakshega.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
Ibn Uthaymeen (رحمه الله) said
“Whoever has a sound heart, ALLAH grants him an insight (by which) he realises sin. To the point, he isn’t at ease nor relaxed with it. This is from the blessings of ALLAH upon mankind”
[Sharh Bulugh al-Maram, 6/249]
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Surah Ash-Shu'ara (Verses 10-14)
10. Jab Allah ne Musa (عليه السلام) ko hukm diya: "zaalim qaum ke paas jaa"
11. "Fir'aun ki qaum ke paas, kya yeh log dar nahin rakhte?
12. Musa (عليه السلام) ne arz ki: "Mujhe dar hai ke woh mujhe jhuthla denge."
13. "Mera seena ghutt-ta hai aur meri zubaan nahin chalti, aap Haroon ki taraf risalat bhejein.
14. "Aur mere oopar ek jurm ka ilzaam bhi hai, so mujhe dar hai ke woh mujhe qatal na kardein."
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
Ibn 'Umar reported that the Prophet, may Allah bless him and grant him peace, said, "If anyone behaves insolently or walks with an arrogant, he will meet Allah Almighty covered with His anger."
[Al-Adab Al-Mufrad, 549]
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Surah Aal e Imraan
185. Aakhir e kaar har shaks ko marna hai aur tum sab apne apne poore ajar qayamat ke roz paane wale ho. Kamiyab dar-asal woh hai jo wahan aatish e dozakh se bach jaaye aur jannat mein daakhil kardiya jaaye. Rahi yeh duniya, to yeh mehaz ek zaahir fareb cheez hai.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
Umar Ibn Khattab رضي الله عنه once said,
“You call yourselves believers yet do nothing about the believers who are starving among you?”
[مسند الشاميين ١٠١٨]
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Surah Al Baqarah
281. Us din ki ruswayi o museebat se bacho, jabke tum Allah ki taraf wapas hoge, wahan har shaks ko uski kamayi hui neki ya badhi ka poora poora badla mil jayega aur kisi par zulm hargiz na hoga.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
The Prophet ﷺwas asked about,
What condemns most people to Hellfire?”
The Prophet ﷺ said, “The mouth and the genitals.”
[Source: Sunan al-Tirmidhī 2004]
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Surah Al A'laa 14-19
Falah paa gaya woh jisne pakeezgi ikhtiyar ki aur apne Rubb ka naam yaad kiya phir namaz padhi. Magar tum log duniya ki zindagi ko tarjeeh dete ho, halaanke aakhirat behtar hai aur baki rehne wali hai. Yahi baat pehle aaye huey saheefon (scriptures) mein bhi kahi gayi thi, Ibrahim aur Moosa ke saheefon mein.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
Messenger of Allah (ﷺ) said, "On the Day of Resurrection, Allah, the Exalted, will say: 'Where are those who have mutual love for the sake of My Glory? Today I shall shelter them in My Shade when there will be no shade except Mine".
[Muslim]
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Surah Ar Ra'ad 26
Allah jisko chahta hai rizq ki farakhi bakshta hai aur jise chahta hai napa-tula rizq deta hai.Yeh log dunyavi zindagi mein magan hain, halanke duniya ki zindagi aakhirat ke muqable mein ek mataa-e-qaleel (brief passing enjoyment) ke siwa kuch bhi nahin.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
Hudhayfah b. Qatadah رضي الله عنه said:
“If you obey Allāh in private, He’ll improve your heart, whether you wish for it or not!”
{Sifat as-Safwah (v. 4 p. 270)}
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Surah Hud (Ayat 36-41) ka mukhtasir khulasa:
Allah ne Hazrat Nuh (AS) ko wahi ki ke unki qaum ke jo log imaan nahi laenge, ab wo kabhi imaan nahi laenge. Phir Allah ne Hazrat Nuh (AS) ko hukm diya ke ek kashti banao aur is kaam mein apna sabr aur tawakkul barqarar rakho. Jab kashti ban rahi thi, unki qaum ke log unka mazaq udate the, lekin Hazrat Nuh (AS) ne unhein jawab diya ke wo bhi unka mazaq udayenge jab Allah ka azaab aayega.
Jab azaab aane ka waqt hua, Allah ne zameen se paani nikal diya aur asmaan se barish shuru kar di. Hazrat Nuh (AS) ko hukm diya gaya ke apni kashti mein imaan laane wale logon aur har jaanwar ke ek joda ko sath le lo. Kashti Allah ke naam se chal rahi thi, aur ye sab kuch Allah ke qudrat aur rahmat ka mazhar tha.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
“Istighfar is a blessing from Al-Ghaffar. Whoever seeks it continuously will see its effects on his soul, wealth and children.”
— Ibn al-Qayyim
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Al Baqarah 286
...Maalik! Humpar woh boojh na daal jo tu ne humse pehle logon par daale thay. Parwardigaar ! Jis bhaar ko uthane ki taaqat hum mein nahin hai woh humpar na rakh, hamare saath narmi kar, humse darguzar farma, humpar reham kar, tu hamara maula hai, kafiron ke muqable mein hamari madad kar.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Prophet Mohammed (ﷺ) said:
“He who performs Fajr prayer will be under the protection of Allah.”
Sahih Muslim 657
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Al Qalam 42-45
"Jis din pindli khol di jayengiaur unhein sajda karne ke liye bulaya jayega, magar woh na kar paayenge. Unki aankhein zillat se jhuki hongi, aur unhein zillat dhak rahi hogi. Pehle unhein sajda ke liye bulaya gaya tha jab woh tandurust thay (magar unhone inkaar kiya). Toh mujhe aur unhein chhod do jo is kalam ko jhoothlaate hain. Hum unhein dheere dheere azaab ki taraf kheench rahe hain, jahan woh samajh nahin sakte. Aur main unhein dheel dera hoon, beshak meri Tadbeer mazboot hai."
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
The Prophet Muhammad (ﷺ) said:
"When you see that Allah gives a servant what he loves of this world, despite his sins, then it is gradually increasing his punishment"
Then the Prophet (ﷺ) recited this verse:"So when they forgot that by which they had been reminded, We opened to them the doors of everything, until, when they became prideful in that which they were given, We seized them suddenly, and they were [then] in despair."
(Surah Al-An'am, 6:44)
T.me/onepathtopeace
Surah Yunus 62-64
Suno! Jo Allah ke dost hain, jo iman laye aur jinhon ne taqwe ka rawayya ikhtiyar kiya,
Unke liye kisi khauf aur ranjj ka mauqa nahin hai.
Duniya aur aakhirat dono zindagiyon mein unke liye basharat (khush-khabri) hi basharat hai. Allah ki baatein badal nahin sakti. Yahi badi kamiyabi hai.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
The prophet ﷺ said,
“Charity does not decrease wealth, no one forgives another but that Allah increases his honor, and no one humbles himself for the sake of Allah but that Allah raises his status.”
[Source: Ṣaḥīḥ Muslim 2588]
[Zaad’ul Ma’ad, 4/189]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Al Ghashiyah
Yeh log kyun nahi dekhte ke oont kaise banaye gaye, aasmaan kaise uthaya gaya, pahad kaise jamaye gaye, aur zameen kaise bichayi gayi? (Nabi se kaha gaya) Naseehat karte raho, kyunki tum bas naseehat karne wale ho. Jo shakhs mooh modta hai aur inkar karta hai, Allah usko sakht saza dega. Inka palatna sirf Allah ki taraf hai aur inka hisab lena bhi sirf Allah ke zimme hai.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Ibn Al-Qayyim [رحمه الله] said:
❝Allaah loves from His slave that he beautifies his tongue with the truth, and his heart with Ikhlaas and love, turning repentantly and reliance upon Allaah.❞
[Al-Fawaid, (No. 327)]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah An Naba
Verses 6-16 of Surah An-Naba highlight Allah's signs in creation and His countless blessings: He made the earth a stable resting place, the mountains as pegs, and created humans in pairs. Sleep is a source of rest, while night covers us, and the day is for seeking livelihood. Allah built the sky as a protective ceiling and made the sun a radiant lamp. He sends down abundant rain, bringing forth crops, plants, and lush gardens for sustenance. These signs remind us of Allah's power, wisdom, and mercy, encouraging reflection and gratitude.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Imam Ibn Qudāmah Al Maqdisi said:
Befriend the one who is
• Intelligent
• Has good manners
• Not an open sinner or innovator
• Not greedy
[منهاج القاصدين]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah An Naba
31: Yakeenan muttakiyon (pious) ke liye kamrani ka ek Muqaam hai.
32: Baagh aur angoor.
33: Aur naukhez humsin (hum-umar) ladkiyan.
34: Aur jhalakte huey jaam.
35: Wahan koi lagv (vain) aur jhoothi baat woh na sunenge.
36: Jazaa aur kafi inaam tumhare Rubb ki taraf se.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Ibn al-Qayyim رحمه الله:
“Whoever abandons habits for the sake of someone or something other than Allāh, will surely suffer hard and difficult times.
However, whoever abandons habits for the sake of Allāh sincerely from his heart,he will not suffer from leaving it except at the beginning so that his credibility will be examined. If he bears this pain it will be turned into pleasure.”
[Al-Fawā’id | Pg. 174]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah
1: Nihayat buzurg-o-bartar hai woh jiske haath mein kaayinaat ki sultanat hai , aur woh har cheez par qudrat rakhta hai.
2: Jisne maut aur zindagi ko ijaat kiya taa-ke tum logon ko aazma kar dekhey tum mein se kaun behtar amal karne wala hai, aur woh zabardast bhi hai aur darguzar farmane wala bhi.
3: Jisne teh-bar-teh saat (seven) aasmaan banaye tum Rehman ki takhleeq (creation) mein kisi qisam ki be-rabti (disparity) na paoge phir palat kar dekho, kahin tumhein koi khalal(flaw) nazar aata hai?
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
Aboo Haazim Salamah Ibn Deenaar رحمه الله said:
“Look at every act that you would hate to die while committing, and then abandon it.”
[Al-Musannaf, 7/194]
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Surah TāHā 43-46
43. Jao tum dono Firoun ke paas ke woh sarkash ho gaya hai.
44. Us se narmi ke saath baat karna, shayad ke woh naseehat qabool kare ya darr jaaye”.
45. Dono ne arz kiya “ parwardigar, humein andesha hai ke woh humpar zyadati karega ya pil padega(treat us cruelly)”
46. Farmaya” daro mat, main tumhare saath hoon, sab kuch sun raha hoon aur dekh raha hoon.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
Ḥaṣan al-Baṣree رحمه الله said:
"People are not pleased with Allaah who provides for them, so how can they be pleased with other people?"
[البداية والنهاية ٩\٣١٨]
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Surah Al Fath 18
Allah momino se khush ho gaya jab woh darakht ke nichey tumse bayt (allegiance) kar rahe thay. Unke dilon ka haal usko maloom tha. is liye usne unpar sakinat(inner peace) naazil farmayi, unko inaam mein qareebi fatah bakshi.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
The Prophet ﷺ said:
"If Ribaa(interest) and zinaa appear in an area, then the people of that area have invited upon themselves the punishment of Allāh."
[صحيح الجامع ٦٧٩]
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
It's time of Winters 🥶
Winters Donation Drive, Donate a Blanket Now!!
🌐 https://1path2peace.in/clothaneedy
💰 Cost of 1 Blanket: Rs 430
Prophet Muhammad صلى الله عليه وسلم said: Whoever fulfilled the needs of his brother, Allah will fulfill his needs; whoever brought his (Muslim) brother out of a discomfort, Allah will bring him out of the discomforts of the Day of Resurrection. Shaih Bukhari: Volume 3, Book 43, Number 622)
Donation link: https://pmny.in/IJC87XNg0Ada
Phonepe/GooglePe/PayTm: +918630392791
You might be sleeping in Cozy and warm bed but many people are still having hope that they get the same warmth as you.
Just like previous year in winters we donated 100 Blanket's all over India Via help of Volunteers.
You can also share your part in donating a small part take part in Khair...
Surah Al Kahf 1-4
1. Tareef Allah ke liye hai jisne apne banday par yeh kitaab naazil ki aur is mein koi tedh na rakkhi.
2. Theek theek seedhi baat kehne wali kitaab, taa-ke woh logon ko khuda ke sakht azaab se khabardaar karde, aur iman laa kar neik amal karne walon ko khush-khabri de de ke unke liye accha ajar hai.
3. Jismein woh hamesha rahenge.
4. Aur un logon ko dara de jo kehte hain ke Allah ne kisi ko beta banaya hai.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
A Timeless Cure for All Your Worries
"Behave well in your private life and Allah will make your public life excellent.
Take care of what is between you and Allah, and He will take care of what is between you and the people.Work for your Hereafter and Allah will suffice your affairs in this world.
Sell your worldly life for your Hereafter and you will profit in them both together, and do not sell your Hereafter for your worldly life or you will lose them both together."
Sufyan ath-Thawri رحمه الله Hilyat al-Awliya 7/35
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
Surah Al Baqarah 286
286. Allah kisi mutanaffis par uski maqdarat (taaqat) se badhkar zimmedaari ka boojh nahin daalta, har shaks ne jo neki kamayi hai uska phal usi ke liye hai aur jo badhi sameti hai uska wabaal usi par hai, (Iman laane walon! Tum yun dua kiya karo) aey hamare Rubb! Humse bhool chuk mein jo kasoor ho jayein unpar giraft na kar, Maalik! Humpar woh boojh na daal jo tu ne humse pehle logon par daale thay. Parwardigaar ! Jis baar ko uthane ki taaqat hum mein nahin hai woh humpar na rakh, hamare saath narmi kar, humse darguzar farma, humpar reham kar, tu hamara maula hai, kafiron ke muqable mein hamari madad kar.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
Ibn al-Qayyim said:
”When the veil has been lifted on the day of judgement revealing the value of good deeds for the people they'll not see any action better in reward than the remembrance of Allāh (Dhikr).At that time a group of people who'll sigh because they missed out and say:
There was nothing easier for us than dhikr and yet we did not do it.”
[al-Waabil al-Sayyib]
27th December 2024 Masjid E Tawheed Construction Appeal with Proof
Alhamdulillah ground Floor roof and first floor fully completed with your donations😍
🫴Budget: Rs 35,00,000 (35 Lakhs INR)
⚠️(32 lakhs Collected So Far)
Ibn Maajah (738) Messenger of Allah (blessings and peace of Allah be upon him) said: “Whoever builds a mosque for the sake of Allah, like a sparrow’s nest or even smaller, Allaah will build for him a house in Paradise.”
Surah An-Naba
Verses 6-16 highlight Allah's signs and blessings: the earth as a stable resting place, mountains as pegs, humans created in pairs, sleep for rest, night for cover, day for livelihood, the sky as protection, the sun as a radiant lamp, and rain for crops and gardens. These signs remind us of Allah’s power and mercy, encouraging gratitude.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
Women naturally love adornment, so their test is adhering to hijab and staying at home, appearing only when necessary. Men are naturally inclined to women, so their test is to lower their gaze and avoid unnecessary mixing.
The Prophet ﷺ said:
“I have not left a trial more harmful to men than women.”
Everyone is tested; focus on your own test, not others'.
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Hisnul Muslim
Dua when one's affairs have become difficult
أَللَّٰهُمَّ لَا سَهۡلَ إِلَّا مَا جَعَلۡتَهُ سَهۡلاً وَأَنۡتَ تَجۡعَلُ ٱلۡحَزۡنَ إِذَا شِئۡتَ سَهۡلاً
O Allah, there is no ease other than what You make easy. If You please You ease sorrow.
Allaahumma laa sahla illaa maa ja'altahu sahlan wa Anta taj'alul-hazna 'ithaa shi'ta sahlan.
Ibn Hibban in his Sahih (no. 2427), and Ibn As- Sunni (no. 351). Al-Hafidh (Ibn Hajar) said that this Hadith is authentic. It was also declared authentic by 'Abdul-Qadir Al-Arna'ut in his checking of An-Nawawi's Kitabul-Athkarp. p106
Get Hisnul Muslim App: https://gtaf.org/apps/hisnul
#GreentechApps
Surah An Nisa
27. Haan, Allah to tumpar rehmat ke saath tawajju karna chahta hai magar jo log khud apni khwahishaat e nafs ki pairwi kar rahe hain woh chahte hain ke tum raah e raast se hatkar door nikal jao.
28. Allah tumpar se pabandiyon ko halka karna chahta hai kyunke Insan kamzoar paida kiya gaya hai.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Imam Ibn al-Qayyim رحمه الله said:
"From dignity is overlooking the lapses of the people and making them feel that you are unaware of any of their errors."
[Madarij As-Salikin 2/335]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
True Brothers
The Imām, Shaykh ʿAbd Al-Azīz Ibn Bāz [رحمه الله] said:
❝So your brother is the one who advises you, reminds you, and alerts you. Your brother is not the one who gives you no thought, avoids you, or speaks to you with pretty words that lack real truth and sincerity. Rather, your brother, in reality, is the one who advises you, the one who admonishes you, and reminds you. He calls you to Allāh, keeps explaining to you the path to deliverance clearly until you follow it, and warns you about the path to destruction - he keeps explaining to you how evil its end is until you avoid it.❞
[Majmūʿ Fatāwá Wa Maqālāt Mutanawiʿah, (14/21)]
Surah Al Ahzaab 56
Allah aur uske malaika (Farishte) Nabi par darood bhejte hain, Aey logon jo iman laye ho, tum bhi unpar darood o salaam bhejo.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
The Prophet ﷺ said,
“Whoever strives to be patient, Allah will make him patient.”
[Musnad Ahmad, 11091]
Ibn’ul Qayyim رحمه الله said,
“If he’s patient, seeks reward, strives to please Allah, to make his friend happy and to make his enemy sad, and seeks to relievehis brothers of their burdens and to console them before they console him, this is steadfastness and a sign of perfection!”
[Zaad’ul Ma’ad, 4/189]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Golden Opportunity for Secret Sadaqa-e Jariya 📌
Hadiya just 101₹/- only
Donation Link: https://pmny.in/BJj9QzlfXbwj
📌Verification link: https://1path2peace.in/donate-a-quran
Surah Al Qalam 4-9
Beshak aap azeem ikhlaaq ke darje par faiz hain. Anqareeb aap bhi dekh lenge aur woh bhi jaan lenge ke tum mein se kaun junoon mein mubtala hai. Aap ka Rabb un logon ko khoob jaanta hai jo uski raah se bhatke hue hain aur unko bhi jaanta hai jo seedhi raah par hain. Lihaza jhutlane walon ke dabao mein harگز na aayen. Woh chahte hain ke aap naram ho jaayein taake woh bhi naram ho jaayein.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Umar bin al-Khattab رضي الله عنه said:
“Hold yourselves accountable before you are held accountable and evaluate yourselves before you are evaluated, for the Reckoning will be easier upon you tomorrow if you hold yourselves accountable today.”
[Muḥasabat al-Nafs 2]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co
Surah Aal e Imraan 173
Aur woh jinse logon ne kaha ke, “ tumhare khilaf badi faujein jamaa hui hain, unse daro”, to yeh sunkar unka iman aur badh gaya (increased) aur unhon ne jawab diya ke hamare liye Allah kafi hai aur wahi behtareen kaarsaaz hai.
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
Shaykh Ibn Uthaymeen رَحِمَهُ الله said:
“If you see yourself deteriorate, pick yourself up by repenting and seeking Allāh’s forgiveness and by asking Him to keep you firm.
And don’t become careless,and neither say: “In sha Allāh, my eemaan will become stronger.' (without doing anything about it).
Instead from right now - from the moment you feel that you are ill - you must implement the cure.”
-[Tafsir Surah an-Nisaa v.2 p. 53]
✅ *Join Telegram Channel:* t.me/onepathtopeace
✅ *Order Organic Products* Organomart.co