onepathtopeace | Unsorted

Telegram-канал onepathtopeace - 1Path2Peace Foundation

5839

Registered NGO (Serve Ummah, Serve Humanity) ★ Amazing Statuses ★ #Hadith & #GIF ★ #Motivational Reminders ★ #Stories & #Sunnah of Prophet ﷺ ★ #Day2Day updates ★ #Ponder ★ #ShortVideos ★ #Parenting ★ @DeenTutor Donate now:👉 donate.1Path2Peace.com

Subscribe to a channel

1Path2Peace Foundation

Surah Ar Rūm 21

Aur uski nishaniyon mein se yeh hai ke unse tumhare liye tumhari jins se biwiyan banayi taa-ke tum unke paas sukoon haasil karo aur tumhare darmiyan muhabbat aur rehmat paida kardi. Yaqeenan is mein bahut si nishaniyan hain un logon ke liye jo gaur o fikr karte hain.

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

You are in need of guidance even if you were the most pious and even if you were the most knowledgeable; you are in need of guidance till you die.

[Ibn Baaz (رحمه الله) Fataawa, 7/163]

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Hadeed 16

Kya iman laane walon ke liye abhi woh waqt nahin aaya ke unke dil Allah ke zikr se pighlein aur uske naazil karda haqq ke aage jhukein aur woh un logon ki tarah na ho jayein jinhein pehle kitaab di gayi thi, phir ek lambi muddat unpar guzar gayi to unke dil sakht ho gaye aur aaj unmein se aksar fasiq baney huey hain?

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

Abu Al-Darda’ رضي الله عنه said:

“I pray for my brothers while I am in prostration (sujood),

mentioning them by their names and the names of their fathers.”

[Tarikh Dimashq (47/188)]

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Hijr 66-69

66. Aur usey humne apna yeh faisla pahuncha diya ke subah hote hote in logon ki jadd (roots) kaat di jayegi.
67. Itne mein shehar ke log khushi ke maare betab hokar Lut ke ghar chadh aaye.
68. Lut ne kaha “bhaiyon, yeh mere mehmaan hain, meri fazihat (dishonour) na karo.
69. Allah se daro, mujhe ruswa na karo”.

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

Imam Ibn Rajab رحمه الله said:

“Fasting in Sha’ban is like training for fasting in Ramadan, so that one does not enter the fast of Ramadan with hardship and difficulty.”

[Lata’if al-Ma’arif (p. 134)]

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah At Tūr 48-49

Aey Nabi , apne Rubb ka faisla aane tak sabr karo. Tum hamari nigaah mein ho. Tum jab utho to apne Rubb ki hamd ke saath uski tasbeeh karo.

Raat ko bhi uski tasbeeh kiya karo aur sitare jab palat-te hain us waqt bhi.

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

Ibn al-Jawzī رحمه الله said:

Perhaps a marriage might result in a child like Imām Ash-Shāfi' or Ahmad Ibn Hanbal;

such an outcome would be better than a thousand years of worship.

ﺗﻠﺒﻴﺲ ﺇﺑﻠﻴﺲ (263)

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Ghāfir 38-40

38. Woh shaks jo iman laya tha bola “ Aey meri qaum ke logon, meri baat maano, main tumhein saheeh raasta batata hoon.

39. Aey qaum, yeh duniya ki zindagi to chandh roza hai, hamesha ke liye qayam (permanent abode) ki jagah aakhirat hi hai.

40. Jo burayi karega usko utna hi badla milega jitni usne burayi ki hogi aur jo neik amal karega, khwa woh mard ho ya aurat, bashart yeh ke ho woh momin, aise sab log jannat mein daakhil honge jahan unko bay hisaab rizq diya jayega.

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

Ali bn Abi Talib رضى الله عنه said,

"From the most beloved of speech to Allah is for the servant to say while he is in Sujud: I have wronged myself, so forgive me."

[Musannaf Ibn Abi Shaybah 29842]

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Isrā' 1

Paak hai woh jo le gaya ek raat apne banday ko masjid e haraam se door ki us masjid tak jiske maahol ko usne barakat di hai, taa-ke usey apni kuch nishaniyon ka mushahida karaye (dikhaye). Haqeeqat mein wahi hai sab kuch sunney aur dekhne wala.

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

Ibn Umar reported: The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, said, “Verily, your smile in the face of your brother is charity. Lifting harming things from the road is recorded for you as charity. Pouring your leftovers in the vesselof your brother is charity. Enjoining good and forbidding evil is your charity. Guiding a lost person is charity.”

Source: al-Mu’jam al-Awsaṭ 8342

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Aal e Imraan 16-17

16. Yeh woh log hain, jo kehte hain ke “ maalik ! hum iman laye, hamari khataon se darguzar farma aur humein aatish e dozakh se bacha le”.

17. Yeh log sabr karne wale hain, raastbaaz hain, farmabardaar aur faiyyaz hain aur raat ki aaakhri ghadiyon mein Allah se magfirat ki duaein maanga karte hain.

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

The Prophet (ﷺ) said:

“Indeed, Allah, is Hayy, Generous, when a man raises his hands to Him, He feels too shy to return them to him empty and rejected.”

[Jami’ al-Tirmidhi 3556]

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah An Nasr

1:Jab Allah ki madad aa jaaye aur fatah naseeb ho jaaye.

2: Aur (aey Nabi) tum dekhlo ke log fauj dar fauj Allah ke deen mein daakhil ho rahe hain.

3:To apne Rubb ki hamd ke saath uski tasbeeh karo aur us se magfirat ki duaa maango. Beshak woh bada tauba qabool karne wala hai.

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

Abu Hurairah (May Allah be pleased with him) reported: Messenger of Allah (ﷺ) said, "The strong man is not one who is good at wrestling, but the strong man is one who controls himself in a fit of rage."

[Al-Bukhari and Muslim].

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Fātir 15-17

15. Logon, Tum hi Allah ke mohtaj ho aur Allah to Gani(Self-Sufficient) o Hameed (Immensely Praiseworthy) hai.
16. Woh chahe to tumhein hata kar koi nayi khalqat (creation) tumhari jagah le aaye.
17. Aisa karna Allah ke liye kuch bhi dushwar nahin.

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

Shaykh al Islam Ibn Taymiyyah رحمه الله said:

"Do not disperse your heart searching for love, safety, and completeness with other than Allah.
"You will not find that (with other than Allah)."

[Majmu' al-Fataawa, 10/134]

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Qasas 83

83. Woh aakhirat ka ghar to hum un logon ke liye makhsoos kar denge jo zameen mein apni badayi nahin chahte aur na fasaad karna chahte hain. Aur anjaam ki bhalayi muttaqin hi ke liye hai.

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

The Prophet ﷺ said,

“If a woman prays her five prayers, fasts her month of Ramadan, guards her chastity, and obeys her husband, she will enter Paradise from any gate she wishes.”

[Ṣaḥīḥ Ibn Ḥibbān 4163]

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Hadeed 16

Kya iman laane walon ke liye abhi woh waqt nahin aaya ke unke dil Allah ke zikr se pighlein aur uske naazil karda haqq ke aage jhukein aur woh un logon ki tarah na ho jayein jinhein pehle kitaab di gayi thi, phir ek lambi muddat unpar guzar gayi to unke dil sakht ho gaye aur aaj unmein se aksar fasiq baney huey hain?

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

Ibn al-Qayyim رحمه الله said:

"Do not belittle a small sin, for the biggest of fires can be caused by the smallest of sparks.”

[al-Fawā'id | 3/227]


✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Mu'mimoon 115-117

115. Kya tumne yeh samajh rakkha tha ke humne tumhein fizul(bekar) hi paida kiya hai aur tumhein hamari taraf kabhi palatna hi nahin hai?”116.Pas baala o bartar hai Allah , baadshah e haqiqi, koi khuda uske siwa nahin, maalik hai arsh e buzurg ka117. Aur jo koi Allah ke saath kisi aur maabood ko pukare, jiske liye uske paas koi daleel nahin, to uska hisaab uske Rubb ke paas hai. Aise kafir kabhi falaah nahin paa sakte.

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

It was said to Hasan al-Basri رحمه الله:

“What is with the ones who pray tahajjud at night, that they seem to have the most beautiful faces of the people?”

He replied: This is because they secluded themselves with Ar-Rahman, so He clothed them in His noor (light).
- مُختصر قِيام اللّيل للمروزي ٥٨

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Ar Rahmān 43-47

Us waqt kaha jayega yeh wahi jahannum hai jisko mujrimeen jhoot karar diya karte thay. Usi jahannum aur khaulte pani ke darmiyan woh gardish karte rahenge. Phir apne Rubb ki kin kin qudraton ko tum jhutlaoge? Aur har us shaks ke liye jo apne Rubb ke huzoor pesh hone ka khauf rakhta ho, do bagh hain. Apne Rubb ke kin kin inaamaat ko tum jhutlaoge?

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

Ibn ʿUmar رضى الله عنه said:

“Making parents cry is from disobedience and Major Sins.”

[الأدب المفرد للإمام البخاري ٣١]

Fear Allah regarding your parents and know that disobedience to your parents is disobedience to Allah سبحانه وتعالى

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Ahqāf 15

Is ayat ka mafhoom yeh hai ke insaan ko apne walidain ke saath achha salook karna chahiye aur unka shukar guzar hona chahiye. Maa ki mushaqqat ka zikr hai jo usne hamal aur doodh chudane ke doran uthai, jo kul tees (30) mahine ka waqt tha. Jab insaan apne poore balaghat ke maqam par pahunche, khaaskar 40 saal ki umr mein, to usay Allah ki in nai’maton ka shukar ada karna chahiye jo uske aur uske walidain par hui. Saath hi dua karni chahiye ke woh neik amal kare jo Allah ko pasand ho, uski aulad bhi neik banay, aur woh apne gunahon par Allah se tauba kare aur uska farmanbardar banda banay.

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

The Prophet (ﷺ) said, "Verily, Allah elevates some people with this Qur'an and abases others."

[Muslim].

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Ar Rahmān 24-28

24: Aur yeh jahaaz (ships) usi ke hain jo samandar mein pahadon (mountains) ki tarah unchey uthey huey hain.
25: Pas aey jinn-o-Ins (insan), tum apne Rub ke kin kin ehsanaat ko jhutlaoge?
26: Har cheez jo is zameen par hai fanaa (perish) ho jaane wali hai.
27: Aur sirf tere Rubb ki jalil-o-kareem zaat hi baki rehne wali hai.
28: Pas aey jinn-o-Ins (insan), tum apne Rubb ke qudraton ke kin kin kamalaat ko jhutlaoge?

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

Ibn al-Qayyim رحمه الله said:

The key to life of the heart:

• reflecting on the Quran,
• begging for forgiveness (istighfar) in the early hours of the morning
• and abandoning sins.

[Haadiy al-Arwaah, 139]

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al 'Ankabūt 64

Aur yeh duniya ki zindagi kuch nahin hai magar ek khel aur dil ka behlawa. Asal zindagi ka ghar to daar e aakhirat(hereafter) hai, kaash yeh log jaante.

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

Sahl ibn Sa'd reported: The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, said, "If the world were as worthy to Allah as the wing of a mosquito, an unbeliever would not even be given a sip of water."

Source: Sunan al-Tirmidhĩ 2320
Grade: Sahih (authentic) according to Al-Tirmidhi.

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Qasas 77

(Qaroon se kaha gaya)Jo maal Allah ne tujhey diya hai us se aakhirat ka ghar banane ki fikar kar, aur duniya mein se bhi apna hissa faramosh na kar. Ehsan kar jis tarah Allah ne tere saath ehsan kiya hai, aur zameen mein fasaad barpa karne ki koshish na kar, Allah mufsidon (fasaad karne walon) ko pasand nahin karta.”

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

Umar b. al-Khaṭṭāb رضي الله عنه said

“Verily, the supplication is suspended between the heavens and the earth. Nothing ascends from it until you send blessings upon your Prophet, peace and blessings be upon him.”

[Sunan al-Tirmidhī 486 Sahih by Al-Albani]

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah TāHā 82-85

82. Albatta jo tauba karle aur iman laye aur neik amal kare, phir seedha chalta rahe, uske liye main bahut darguzar karne wala hoon.
83. Aur kya cheez tumhein apni qaum se pehle le aayi Moosa?
84.Usne arz kiya “woh bas mere pichey aa hi rahe hain. Main jaldi karke tere huzoor aa gaya hoon aey mere Rubb, taa-ke tu mujhse khush ho jaaye”.
85. Farmaya “accha, to suno, humne tumhare pichey tumhari qaum ko aazmaish mein daal diya aur Saamri ne unhein gumraah kar dala”

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

Shaykh ibn ‘Uthaymeen

“When your heart grows heedless and your soul engulfs in worldly matters,
visit the graves.

Reflect on those who, just yesterday, like you, walked the same earth as you do now.”

[Riyādh us-Sāliheen,3/473]

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Kahf 16-17

Jab tum un logon aur unke gair-Allah maboodon se alag ho chuke ho, to ek ghaar mein panaah le lo. Tumhara Rubb apni rehmat se tumhari madad karega aur tumhare liye behtareen intizaam faraham karega.

Agar tum unhein ghaar mein dekhte to tumhe lagta ke Suraj nikalne par dayein taraf jhuk jata hai aur guroob hone par bayein taraf. Woh ek waseeh jagah mein aram farma rahe hain. Yeh Allah ki nishaniyon mein se ek hai. Jise Allah hidayat de, wahi hidayat paata hai, aur jise Allah gumrah kar de, uska koi rehnuma nahi ho sakta.

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

The Prophet (ﷺ) said:

"Among the most excellent of your days is Friday; so invoke many blessings on me on that day, for your blessing will be submitted to me."

Sunan Abi Dawud 1531

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Anfāl 2-4

2. Sacche ehle iman to woh log hain jinke dil Allah ka zikr sunkar laraz (darr) jaate hain aur jab Allah ki aayaat unke saamne padi jaati hai to unka iman badh jata hai aur woh apne Rubb par aitamaad (bharosa) rakhte hain.

3. Jo namaz qayam karte hain aur jo kuch humne unko diya hai usmein se (hamari raah mein) kharch karte hain.

4. Aise hi log haqiqi momin hain. Unke liye unke Rubb ke paas badey darje hain, kasooron se darguzar hai aur behtareen rizq hai.

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

Imam Ash-Shafi’i رحمه الله said:

“If you have a friend who helps you in obedience to Allah, hold tightly to him, for finding such a friend is difficult, but parting with him is easy.”

Hilyat al-Awliya’ (4/101)

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Yusuf 86

Usne kaha “ main apni pareshani aur apne gham ki fariyad Allah ke siwa kisi se nahin karta. Aur Allah se jaisa main waqif hoon tum nahin ho.

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

The Messenger of Allah ﷺ said, “Whoever would love to be delivered from Hellfire and admitted into Paradise, let him meet his end with faith in Allah and the Last Day, and let him treat people as he would love to be treated.”

Ṣaḥīḥ Muslim 1844

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Buy on Amazon
1PATH2PEACE DIY Removable Muslim Family Dua PVC Sticker Decal Wall Mural Islamic Arabic Quotes Letters Wall Sticker (Multicolor, Set of 40 Pics) https://amzn.in/d/hIG1eDD

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah TāHā 124-126

124. Aur jo mere “zikr” (dars e naseehat) se mooh moadega uske liye duniya mein tangg zindagi hogi aur qayamat ke roz hum usey andha utayenge”.

125. Woh kahega “parwardigar, duniya mein to main ankhon wala tha, yahan mujhe andha kyun uthaya?”

126. Allah taala farmayega “haan, isi tarah tu hamari aayaat ko, jabke woh tere paas aayi thi, tu ne bhula diya tha usi tarah aaj tu bhulaya jaa raha hai”

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

Imam ibn al Qayyim رحمه الله said:

“If you knew the true value of yourself, you would never allow yourself to be humiliated by committing sins.”

[al Fawaa’id | pg. 118]

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Furqān 72-75

72. (Aur Rehman ke banday woh hain) jo jhoot ke gawah nahin bante aur kisi lagv (fizul/vain) cheez par unka guzar ho jaaye to shareef aadmiyon ki tarah guzar jaate hain.
73. Jinhein agar unke Rubb ki aayaat suna kar naseehat ki jaati hai to woh uspar andhey aur behre bankar nahin reh jaate.
74. Jo duaein maanga karte hain ke, “Aey hamare Rubb, humein apni biwiyon aur apni aulaad se aankhon ki thandak de, aur humko parheizgaaron ka imam bana.”
75. Yeh hain woh log jo apne sabr ka phal manzil-e-buland ki shakal mein payenge, aadaab o tasleemaat se unka istaqbaal hoga.

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

The Prophet ﷺ said:

"Read Surat al-Baqarah, for reciting it regularly is a blessing and forsaking it is a cause of regret, and the Batlah (magicians) cannot withstand it."

[Sahih Muslim 804]

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Video from 1Path2Peace Foundation

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Ar Ra'ad 28

Aise hi log hain woh jinhon ne (is Nabi ki dawat ko) maan liya hai aur unke dilon ko Allah ki yaad se itminaan naseeb hota hai, khabardaar raho! Allah ki yaad hi woh cheez hai jis se dilon ko itminaan naseeb hua karta hai.

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

Ibn al-Qayyim رحمه الله said:

“The one whose soul craves disobedience but he leaves it for Allāh, those are the ones who Allāh tested their hearts with piety and for them is forgiveness and a tremendous reward."

[al-Fawā’id | 125]

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Ar Rahmān 1-6

1: Rahman ne
2: Iss Quran ki taleem di hai.
3: Usi ne Insan ko paida kiya.
4: Aur usey bolna sikhaya.
5: Suraj aur chaand ek hisaab ke paband hain.
6: Aur taare aur darakht sab sajda reiz hain.

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

The Prophet ﷺ said,

"Most of your sins are because of your tongues."

{العجم الكبير الطبراني ١٠٣٠٠}

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Ash Shu'ara 217-220

217. Aur us zabardast aur raheem par tawakkul (bharosa) karo.
218. Jo tumhein us waqt dekh raha hota hai jab tum uthte ho.
219. Aur sajda guzaar logon mein tumhari naqal o harakat par nigaah rakhta hai.
220. Woh sab kuch sunnay aur jaanne wala hai.

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

Ibn ‘Abbās رضى الله عنه said:

“Everything that happens is by way of al-Qadr, even when you place your hand upon your cheek.”

[خلق أفعال العباد الإمام البخاري ٦٩]

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Bayyinah 7-8

7:Jo log iman le aaye aur jinhon ne neik amal kiye woh yaqeenan behtareen e khalayeq hain.

8: Unki jaza unke Rubb ke yahan dayimi (eternal/hamesha) qayam ki jannatein hain jinke nichey nehrein beh rahi hongi. Woh unmein hamesha hamesh rahenge. Allah unse raazi hua aur woh Allah se raazi huey. Yeh kuch hai us shaks ke liye jisne apne Rubb ka khauf kiya ho.

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

The people asked, "O Allah's Messenger ﷺ, "Is there a reward for us in serving (the) animals?"

He (ﷺ) replied, "Yes, there is a reward for serving any living thing."

[Sahih al-Bukhari 2363]

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…

1Path2Peace Foundation

Surah Al Baqarah 186

186. (Aur aey Nabi)! Mere banday agar tumse mere mutaaliq puchein, (to unhein bata do ke) main unse kareeb hi hoon, pukaarne wala jab mujhe pukarta hai, main uski pukaar sunta aur jawab deta hoon, lihaza unhein chahiye ke meri dawat par labbaik kahein aur mujpar iman layein, (yeh baat tum unhein suna do), shayad ke woh raah e raast paa lein.

🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

Ibn Hibbān رحمه الله said:

❝The worst type of delusion is when you expect jannah's fruits yet you are planting jahannam's seeds.❞

[Rawdatul-Uqālā, ph.283]

✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co

Читать полностью…
Subscribe to a channel