Registered NGO (Serve Ummah, Serve Humanity) ★ Amazing Statuses ★ #Hadith & #GIF ★ #Motivational Reminders ★ #Stories & #Sunnah of Prophet ﷺ ★ #Day2Day updates ★ #Ponder ★ #ShortVideos ★ #Parenting ★ @DeenTutor Donate now:👉 donate.1Path2Peace.com
Surah Al Baqarah 260
Aur woh waqiya bhi pesh e nazar rahe, jab Ibrahim ne kaha tha ke: “ mere maalik, mujhe dikha de, tu murdon ko kaise zinda karta hai” Farmaya: “kya tu iman nahin rakhta?” usne arz kiya “iman to rakhta hoon, magar dil ka itminaan darkaar hai”, Farmaya: “ accha to chaar parindey le aur unko apne se manoos karle phir unka ek ek juz ek ek pahaad par rakh de phir unko pukaar, woh tere paas daude chale aayenge, khoob jaan le ke Allah nihayat ba iqtedar (All- mighty) aur hakeem hai”.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
Al-Hasan al-Basrī رحمه الله said:
> "The hours of a man’s life will be presented to him on the Day of Judgement, and for every hour in which he did not do any good, his soul will be torn with regret over it."
[Hifdh al-ʿUmr | p. 63]
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Surah Al Muminoon 97-100
97. Aur dua karo ke “parwardigar, main shayateen ki uksahaton(waswason) se teri panaah maangta hoon.
98. Balke aey mere Rubb, main to is se bhi teri panaah maanga hoon ke woh mere paas aayein”
99. (yeh log apni karni se baaz na aayenge) yahan tak ke jab in mein se kisi ko maut aa jayegi to kehna shuru kardega ke “Aey mere Rubb, mujhe usi duniya mein wapas bhej dijiye jise main chodh aaya hoon.
100. Umeed hai ke ab main neik amal karunga”. Hargiz nahin, yeh to bas ek baat hai jo woh bakk raha hai. Ab in sab (marne walon) ke pichey ek barzakh (barrier) hayal hai dusri zindagi ke din tak.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
Sufyān Ibn 'Uyaynah رحمه الله said
“Whoever prays 5 times a day has thanked Allāh and whoever supplicates in them for his parents then he has thanked them."
[تفسير القرطبي، فتح الباري ١٠/٢]
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
🩸💔 Save Baby Maira – A Little Life Hanging by a Thread
Verification Link: https://1path2peace.in/project-27-baby-maira-emergency-relief
Donate at +918630392791 (Gpay/phonePe/Paytm)
Copyright: 1Path2Peace Foundation
Surah Yusuf 86
Usne kaha “ main apni pareshani aur apne gham ki fariyad Allah ke siwa kisi se nahin karta. Aur Allah se jaisa main waqif hoon tum nahin ho.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
Abdullah narrated that the Messenger of Allah ﷺ said:
> “The believer does not insult others, he does not curse others, he is not vulgar, and he is not shameless.”
Jami` at-Tirmidhi 1977
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Surah Al Baqarah 155-157
155. Aur khush-khabri suna do sabr karne walon ko.
156. In halaat mein jo log sabr karein aur jab koi museebat padey to kahein ke : “ hum Allah hi ke hain aur Allah hi ki taraf humein palat kar jana hai”
157. Unhein khush-khabri dedo unpar unke Rubb ki taraf se badi inayaat hongi, uski rehmat unpar saya karegi aur aise hi log raast ro hain.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
Ibn al-Qayyim رحمه الله said:
> "A person should walk a number of steps after eating at night even if it is merely a hundred steps, and he should not sleep right after eating as it causes great harm (to one's body)."
[زاد المعاد في هدي خير العباد ٤/٢٠٥]
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Allah says in Surah Luqman:
“And of mankind is he who purchases idle talks (i.e. music, singing) to mislead (men) from the path of Allah…” [Luqman 31:6]
The scholar of the ummah & the cousin of the Prophet صلى عليه وسلم, Ibn ‘Abbas (may Allah be pleased with him) said: this means singing . Mujahid (may Allah have mercy on him) said: this means playing the drum (tabl). (Tafsir al-Tabari, 21/40)
Al-Hasan al-Basri (may Allah have mercy on him) said: this ayah was revealed concerning singing and musical instruments (lit. woodwind instruments). (Tafsir Ibn Kathir, 3/451)
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Surah Al Baqarah 268-269
268. Shaytan tumhein muflisi (poverty) se darata hai aur sharmnaak tarz-e-amal ikhtiyar karne ki targeeb deta hai, magar Allah tumhein apni bakshish aur fazl ki umeed dilata hai, Allah bada farag-dast aur daana hai.
269. Jisko chahta hai hikmat ata karta hai, aur jisko hikmat (wisdom) mili usey haqeeqat mein badi daulat mil gayi, in baaton se sirf wahi log sabaq lete hain jo danishmand hain.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
>The messenger of Allaah( صلی الله عليه وسلم) said,
>“Verily, you will never leave anything for the sake of Allah Almighty but that Allah will replace it with something better for you. ”
[Musnad Aḥmad | 23074]
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Surah Al Ahzāb verse 33
Allah aur uske malaika (Farishte) Nabi par darood bhejte hain, Aey logon jo iman laye ho, tum bhi unpar darood o salaam bhejo.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
Ibn Al Qayyim رحمه الله said:
"Prayer attracts provisions, preserves health, it defends against harm, repels diseases. It strengths the heart and illuminates the face. It gives delight to the soul and removes laziness."
[Zad Al-Maad]
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
“O servants of Allah, fear Allah in regard to your children.”
يا عباد الله إتقوا الله في أولادكم
Shaykh Saleh al-Fawzān حفظه الله
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Everyone will be held accountable for this betrayal(in Gaza, Palestine)!
Roman urdu: Yeh jo kuch ho raha hai, ae meri pyaron, jo apni zimmedariyaan ada nahin karte – Allah (jall-o-aala) un sab ka hisaab karega jin ke paas kuch karne ki taqat thi magar unho ne woh kaam nahin kiya. Log ek dosray ke barabar nahin hain aur har ek ki salahiyat mukhtalif hai. Allah (jall-o-aala) farmata hai, “Allah kisi nafs par uski taqat se zyada bojh nahin daalta.” Is liye har insaan – aur main yahan sirf Musalmanon ki baat nahin kar raha, balki har insaan ki – apni taqat, salahiyat aur imkanat ke mutabiq hisaab diya jayega. Qayamat ke din is bewafai ka sawal uthaya jayega, is liye har fard ko apne liye sochna chahiye ke mujhe apni najat par tawajjoh deni chahiye, Allah ke saamne apne aamaal ko saaf rakhna chahiye, aur kam se kam unke liye dua karne aur baat cheet ke zariye unka saath dene se kam nahin hona chahiye.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Subscribe Telegram Channel for daily reminders: http://t.me/onepathtopeace
Читать полностью…> Hadith: 6 Fasts of Shawwal
The Prophet Muhammad (peace be upon him) said:
“Whoever fasts Ramadan and then follows it with six days of Shawwal, it is as if he has fasted for the entire year.”
(Sahih Muslim 1164)
Roman Urdu:
"Jis ne Ramzan ke roze rakhe, phir us ke baad Shawwal ke chhe roze rakhe, to aisa hai jaise us ne poore saal roze rakhe."
Important Note:
These six fasts should be kept after completing any missed fasts of Ramadan (qaza), especially for those who missed them due to travel, illness, or for sisters due to menstruation.
You can fast any 6 days of Shawwal — they don’t have to be consecutive.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
The true Rizq is not only wealth, it is also health, wellbeing, safety, good companions, good neighbors, etc.
- Sheikh Muhammad Hisham At-Tahiri حفظه الله
Abu Mutarrif reported: I came to the Prophet, peace and blessings be upon him, while he was reciting the verse, “Competition for wealth diverts you,” (102:1). The Prophet said, “The son of Adam boasts: My wealth! My wealth! O son of Adam, have you truly earned any wealth but what you ate and consumed, or clothes put on and wore out, or spent in charity so it remained?”
Source: Ṣaḥīḥ Muslim 2958
Roman urdu:
Asli rizq sirf maal-o-daulat nahi hota. Asli rizq mein sehat, afiyat, aman, ache saathi, ache humsaye waghera bhi shamil hain.
- Sheikh Muhammad Hisham At-Tahiri (hafizahullah)
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Surah Al Hijr 39-46
English translation in video
Roman urdu: Iblees ne kaha: “Aey mere Rab! Jis tarah Tu ne mujhe gumraah kiya hai, main zaroor unhein duniya mein khubsurat bana kar dikhāoonga aur sab ko gumraah kar dunga, siwāe un bandon ke jo Tere mukhlis hain.” Allah ne farmaya: “Yeh hai seedha raasta jo meri taraf le jata hai. Mere sachche bandon par tera kuch zor na chalega siwā un gumrah logon ke jo teri pairwi karte hain. Aur jahannum sab un logon ka wa’ada hai.” Uske saat saat darwāze honge, aur un mein se har darwāza ke liye ek hissa muqarrar hai. Beshak muttaqī log jannaton aur chashmon mein honge. (Unse kaha jayega:) “Tum salamat aur pur-aman halat mein in mein dākhil ho jao.”
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Subscribe Telegram Channel for daily reminders: http://t.me/onepathtopeace
Читать полностью…Verbalisation of the niyyah(intention) is an innovation by consensus!
Shaykh Al Shuwa'yir حفظه الله
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
Ibrāhīm Ibn Adham – Rahimahullah – said:
"Whoever does not assist people with his wealth, food, and drink, let him assist them with a pleasant face and good character."
— Ḥilyat al-Awliyā' (7/389)
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Surah An Naml 15-17
15. (Dusri taraf) humne Dawood o Sulaiman ko ilm ata kiya aur unhon ne kaha ke shukar hai us khuda ka jisne humko apne bahut se momin bandon par fazilat ata ki.
16. Aur Dawood ka waris sulaiman hua aur usne kaha “logon, humein parindon (birds) ki boliyan sikhayi gayi hain aur humein har tarah ki cheezein di gayi hain, beshak yeh (Allah ka) numaya fazl hai.”
17. Sulaiman ke liye Jinn aur Insano aur parindon ke lashkar jama kiye gaye thay aur woh pooray zabt (strict discipline) mein rakkhe jaate thay.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
Ibn al-Qayyim رحمه الله:
"A servant has not been afflicted with a punishment more severe than the hardening of the heart and being distant from Allāh."
[al-Fawā’id, Pg. 142]
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Surah Al Fātir 34
Aur woh kahenge ke shukar hai Allaah ka jisne humse gham door kardiya, yaqeenan hamara Rubb maaf karne wala aur qadar farmane wala hai.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
Abu Huraira reported: The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, said, “By the One in whose hand is the soul of Muhammad, none from this nation of Jews and Christians hears of me, and then dies without having faith in my message, but that he will be an inhabitant of Hellfire.”
Source: Ṣaḥīḥ Muslim 153
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Surah Al Jāthiya 36-37
36. Pas tareef Allah hi ke liye hai jo zameen aur aasmaano ka maalik aur saare jahan walon ka parwardigar hai.
37. Zameen aur aasmaano mein badayi usi ke liye hai aur wahi zabardast (most mighty) aur daana (most wise) hai.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
Sufyān b. 'Uyaynah Raḥimahullāh:
> “The one who is aware of himself is never deceived by the praise.”
● [الجامع لأخلاق الراوي ص ١٤٠]
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Prophet ﷺ said: "Whoever was asked about knowledge that he knew but did not disclose it, will be tied with a bridle made of fire on the day Day of Resurrection."
● [Aṭ-Ṭabarāni 8:401]
Surah Al Baqarah 260
Aur woh waqiya bhi pesh e nazar rahe, jab Ibrahim ne kaha tha ke: “ mere maalik, mujhe dikha de, tu murdon ko kaise zinda karta hai” Farmaya: “kya tu iman nahin rakhta?” usne arz kiya “iman to rakhta hoon, magar dil ka itminaan darkaar hai”, Farmaya: “ accha to chaar parindey le aur unko apne se manoos karle phir unka ek ek juz ek ek pahaad par rakh de phir unko pukaar, woh tere paas daude chale aayenge, khoob jaan le ke Allah nihayat ba iqtedar (All- mighty) aur hakeem hai”.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
Abū ad-Dardā رضي الله عنه:
> “Strive in making Du'ā for whoever increases in knocking at the door then it is at the brink of opening up.”
[المصنف لابن أبي الشيبة ٢\٦]
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
A Crucial Reminder About Prayer and Dhikr
One of the most overlooked aspects of worship is the necessity of moving the lips while performing Dhikr, reciting the Quran, or praying. Many people assume that merely thinking about the words or reading them silently in their minds is sufficient, but scholars have unanimously agreed that this is not valid.
Roman urdu: Namāz aur Zikr ke bāre mein ek zarūrī yād-dihānī:
Ibadat ke un pehluon mein se ek jo aksar nazarandāz ho jātā hai, wahi yeh hai ke Zikr karte, Qur’ān tilāwat karte, yā Namāz padhte waqt laḇoṅ kī harkat lāzmī hai. Bahut se log samajhte hain ke sirf dimāgh mein lafẓ sochna yā khamoshī se padhna kāfī hai, magar ‘ulamāʾ ne ijmāʿ se ye taslīm kiyā hai ke yeh ṣaḥīḥ nahīn.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
English:
Reminder: Dhikr (remembrance of Allah) is powerful! Shaykh Ibn Baz (RA) always did it. Prophet (PBUH) said it's the best deed, better than charity & fighting! The one who remembers Allah is alive; the one who doesn't is dead. Say: SubhanAllah, Alhamdulillah, La ilaha illallah, Allahu Akbar, Astaghfirullah. Do Dhikr always! Share this.
Roman Urdu:
Nasihat: Zikr (Allah ka yaad karna) bohat taqatwar hai! Shaykh Ibn Baz (RA) hamesha karte thay. Nabi (PBUH) ne farmaya yeh sab se behtareen amal hai, sadqa aur jihad se bhi afzal! Jo Allah ko yaad karta hai woh zinda hai; jo nahi karta woh murda hai. Kahein: SubhanAllah, Alhamdulillah, La ilaha illallah, Allahu Akbar, Astaghfirullah. Hamesha zikr karein! Yeh share karein.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
🌸 *SHAADI KE DIN AUR NIQAB* 🌸
Yeh baat har behan ko gehri sochni chahiye...
Aaj kal shaadi ke din hijab ya niqab utaarna *aam baat* ban gaya hai. Kuch log ajeeb baatein karte hain:
➖ _“Yeh toh sirf tumhari shaadi hai, chalta hai.”_
➖ _“Khaas din hai, chhoti si exception le lo.”_
➖ _“Sab dulhan ko dekhna chahte hain!”_
❌ *Wallahul Musta‘ān* — yeh sab *Islam se doori* hai. In baaton ki _Shari‘ah_ mein koi jagah nahi.
Na-mahram log halls mein ghus jaate hain, selfies lete hain, tasveerein khinchte hain — _Astaghfirullah_
Yeh gatherings *gunaahon ka markaz* ban gaye hain.
Aur kuch behne shaadi ke liye:
✖️ Eyebrows banwati hain
✖️ Hair extensions lagwati hain
✖️ Haram makeup karti hain
Chahe shaadi ho ya nahi — *yeh sab haram hi rahega.*
Kuch sirf _na-mahram ke saamne show off_ karne ke liye karti hain — *aur bhi zyada khatarnaak!*
*Behnon,* agar koi kaam *aam din haram hai,* toh _shaadi ke din bhi haram hi rahega._
⚠️ *Aapka Rabb shaadi ke din bhi wahi hai!*
Uske ahkaam har roz ke liye barabar hain.
_Dusron ko khush karne ke liye apni haya ka sauda mat kariye._
✔️ Pehle se tayyari kariye
✔️ Rules set kariye
✔️ Strong rahiye
_Apni akhirat ke liye khatra na lein sirf kuch tasveeron, likes, aur compliments ke liye._
Sochiye:
❓ Yeh videos/tasveerein kis kis tak jaayengi?
❓ Kitne anjaane log dekhenge?
❓ Kitne gunaah barh jaayenge?
*_Kuch bhi aapki aakhirah se zyada keemti nahi._*
(Share kariye — kisi aur ki hidaayah ka zariya ban sakta hai, in shaa Allah)
━━━━━━━━━━━━━━
🌸 *THE WEDDING DAY & NIQAB* 🌸
This is something many sisters need to seriously reflect on…
Removing the hijab or niqab on the wedding day has sadly become normalized. Some people ignorantly say:
➖ “It’s just your wedding—it’s okay.”
➖ “It’s a special day, make an exception.”
➖ “Everyone wants to see the bride!”
❌ *Wallāhul Musta‘ān* — these excuses have no basis in Islam.
Non-mahrams freely enter the wedding hall, take selfies, photos — _Astaghfirullah._ These events have turned into gatherings of sin.
Some sisters:
✖️ Get eyebrows plucked
✖️ Add hair extensions
✖️ Apply haram makeup
Whether it’s your wedding or not — these are still *haram*.
Some do it just to show off in front of non-mahrams — even worse.
*Let’s be real:* If something is haram on a normal day, it *remains haram* on your wedding day.
⚠️ The Lord of your wedding is the Lord of every day. His rules don’t change for celebrations.
Don't feel pressured to please people. Be polite if you can — but be firm if you must. Plan ahead, set boundaries, and take a stand.
Don't trade your modesty for a few compliments or fleeting fun.
Ask yourself:
❓ Where will these pictures and videos go?
❓ How many people will see them?
❓ How many sins will pile up?
*_Nothing is worth risking your Akhirah._*
(Share with others — may it be a means of guidance for someone, in shaa Allah)
Subscribe Telegram Channel for daily reminders: http://t.me/onepathtopeace
Читать полностью…> 5 Sunnahs after hearing the Adhan
1. Repeat the words of the Adhan.
2. Recite the Shahada and say: Radītu billāhi Rabban...
3. Send Salawat upon the Prophet ﷺ.
4. Say the Dua after Adhan: Allahumma Rabba haadhihi-da‘watit-taammah...
5. Make personal dua for whatever you wish—this is a time when duas are accepted.
> Azaan ke baad 5 Sunnatein (Roman Urdu)
1. Azaan ke alfaaz dohrao.
2. Shahadah aur Radītu billāhi Rabban... parho.
3. Nabi ﷺ par durood bhejo.
4. Azaan ke baad ki dua parho: Allahumma Rabba haadhihi-da‘watit-taammah...
5. Apni zaroorat ki jo bhi dua chaaho, is waqt maangna maqbool hota hai.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Reminder: Don't Delay Your Prayer
If you're looking for success, peace of mind, or the fulfillment of your dreams — it all starts with your prayer.
Many of us smile on the outside, but deep down we feel empty, tight, or lost. The reason? We've distanced ourselves from the One who gives peace — Allah.
Prayer is the key. It's not just a duty, it's your lifeline. Delaying it brings nothing but discomfort, even if everything else seems fine.
Remember:
Allah doesn't need us.
We are the ones who need Him.
You are a role model — for your siblings, your family, and everyone who sees you. So what message are you sending if you're absent from the masjid?
Don't wait for hardship to remind you of prayer.
Come back to it before it's too late.
Make prayer your priority, and watch how your life changes.
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Hasan al-Basri رحمه الله: “Make Istighfar your habit, for I swear by Allah, it brings blessings, sustenance, and relief from hardships.”
Roman urdu: Hasan al-Basri رحمه الله ne farmaya:
"Istighfar ko apni aadat bana lo, Allah ki qasam, yeh barkat, rizq aur pareshaniyon se nijaat laata hai."
🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋
✅ Telegram Channel: t.me/onepathtopeace
✅ Organic Products: Organomart.co
Appeal by Brother Mohd Kaif with 2 Million Followers
Golden Opportunity for Secret Sadaqa-e Jariya 📌
Hadiya just 101₹/- only
Donation Link: https://pmny.in/BJj9QzlfXbwj
📌Verification link: https://1path2peace.in/donate-a-quran
Subscribe Telegram Channel for daily reminders: http://t.me/onepathtopeace
Читать полностью…