397
. शायरों से ताल्लुक रखो, तबियत ठीक रहेगी, ये वो हकीम हैं जो अलफ़ाजो से इलाज करते है . Welcome to the best 👍shayri . ✒ Get Daily Status for your Instagram/Whatsapp/Facebook. . . ✒ Explore Love & Life... . . ✒ Visit on Insta : @writer_shayar .
───•••••••••─♥️─•••••••••──
""तड़प के देखो कभी किसी की चाहत में, तो पता चलेगा कि इंतज़ार क्या होता है, बिना कुछ कहे किसी को..... See More
⧉⃞🌹 sʜᴀʀᴇ ᴀɴᴅ ɪɴᴠɪᴛᴇ ʏᴏᴜʀ ғʀɪᴇɴᴅs⧉⃞🌹
───•••••••••─♥️─•••••••••──
♡ ㅤ ❍ㅤ ⎙ ⌲
ˡᶦᵏᵉ ᶜᵒᵐᵐᵉⁿᵗ ˢᵃᵛᵉ ˢʰᵃʳᵉ
───••••••••─♥️─••••••••──
Koi bhi masla nahi hai dost
Lekin ab housla nahi h dost
Me kisi ka nahi tha jab the tum
koi bhi ab mera nahi hai dost
Kya mujhe dhoondne nahi aaya
Hoga koi aapna mera?
Ya khud ko mene bhaut ahtiyat
Se chhipaya hoga
Hunar lafzo ka behta hua
Kalam se utar to jata hai
Kehne me phir wahi baat
Q koi ghabraya hoga
Zra sa fasla rakhna
Kisi gehre talluq se
Kisi ki meethi baato se
Kisi k jhoote waado se
Zra sa fasla rakhna
Ki ye rasmo ki duniya hai
Zra gehra talluq ho
Umr bhar sath ka wada
Ya sada rehne ki kasame ho
Zra si der lagti hai
Ye rishte toot jaate hai
Kisi k paas rehna ho to
To uss se Durr hi rehna
Zra sa fasla rakhna
Talluq badhte badhte phir
Aachank toot jaate hai
Kabhi anmol lamhon m
Kabhi anjaan rishto pr
Kabhi dhalti shaamo m
Beete waqt ki yaado m
Dheere dheere kho jaate hai
Yaadon ki aadhuri raahon pr
Kuch log bhaut yaad aate hai
Jo barso k wade kar k
Pal bhar m bicchr jaate hai
Phir unke dhundle se chehre
Yaado ki surat m reh jaate hai
Tum kehte the na Mera sath aziyat hai
Lo tarq e talluq kiya mene ab kheriyat h?
Suna Tha farishte Jaan lete Hai
Khair chhoro ab insan lete Hai
Gurbat Hai raqsa hamari basti
Bech kar jism log Saman lete Hai
Deen to badi Anmol cheez Hai Khuda
ki
Log iska bhi ab Daan lete Hai
ISS shehar munafiq se tang AA gyi hoon me
Aao Kisi Gao m kaccha Makan lete Hai
Bakhsish jab Hai tere ikhtiyar m khudaya
Phir log q itne imtehan lete hai
Mujhe shoq tha tere sath ka
Jo na mil saka chalo khair hai!!!
Meri zindagi bhi guzr jayegi
Tu bhi jaa chuka chalo khair hai!!!
Ye ghate ghate se hai silsile
Ye ruke ruke se talluqat
Na me keh saki kabhi khul k
Kuch na tu sunn saka chalo khair hai!!
Kabhi tumko zidd thi me milu
Kabhi me bazidd thi ki tu mile
Yunhi dheere dheere
Khatam hua silsila chalo khair hai!!!
Kahi agar mulaqaat ho jaye to nzr mt milana
Ya agar ho sake to kabhi mere samne Mt aana
Me picche mud kar dekhna bnd kar diya h
To ab mujhe tum awaz mt lagana
Haqeeqat to ye hai ki bhooli nahi hoon me
Koi bataye to me bhi seekh jau use bhul jana
Gham to ye hai ki me tumse seekh nahi paayi
Nahi to mujhe bhi aa jata chhor kar jana
Rone pr mazak udati hai duniya
Fir kya kisi ko apna dard sunana
Tumne puccha tha na kya kar sakta hoon tumhare liye
To bss itna kar do ki tum mujhe kabhi yaad na aana
Ab samajh aya q zakhmi log duniya m mout mangte hai
Iss dard m rehne se accha hai Hamesha k liye so jana
Hum ujad k base hai badi mushkil se
Tum ab Durr hi rho to nawazish hogi
Ab q tumko mere haal se preshani h
Ab to tum mujhse mohabbat bhi nahi karte
Uski doori ne chheen li hasi mujh se
Aur log kehte hai bhaut sudhar gyi hoon me
Usne jab bhi kabhi likha matlb
Uski har baat ko diya matlab
Aapne bhi badal liya rasta
Aapse kuchh nahi hua matlab
Phele to be wajah bhi milta tha
Ab to nahi milta bina matlab
Jinki baato ka hi hume mahwaar tha
Unko hi humse nahi rha matlab
Tab se dil uth gya hai dunia se
Hum pe uska jab khula matlab
Jis sukoon ki talaash hai mujhko
Aap ko bhi wo nahi Mila matlb
Apne khuda pr chhor Diya hai
Faisla mene aasteen k saanpo ka
Iss dar se qameez kabhi jharti nahi
Na jaane kab aasteen se ahbab gir pade
🌹🦄🦄Ravan promotion 🦄🦄
Sponser by 👉 🤔❤️RochakTathya🤔❤️
🕉 Devotion (भक्ति) 🕉
🕉@hindibhakti
🕉@krishnabhajans21
🕉@bramachrya01
🕉@meremhadev
🕉@strong_telegram_family_2
🕉@shivshaktimhadev
📕Motivation and Books 📕
📕@fiction_quote
📕@gkstudy0
📕@the_business_hacks
📕@startupguide_hindi
📕@one_line_gk
📕@life_changing_thoughts_positive
📕@life_quotes_1
📰 News 📰
📰@indian_epapers
📰@gujrati_marathi_eapper
📰@super_fast_newspaper_ub_bagha
📰@dailynewsis4u
📰@stokmarket_report
📰@international_newspapers
📰@hindusatan_times_newspaper
📰@rojgarsuchnaa
📰@full_hd_editorial
✍️Poetry (शायरी) ✍
✍@true_feelings_status
✍@ap_shayaro_ki_mehfil
✍@stayhealthy_forever
✍@shayari_dil_say
✍@lafzo12
✍@newhindishayri
✍@marathi_chatting_grp
✍@shayrii_2_line
✍@vibe_with_us
✍@love_shayri_r_a
✍@shayariclub_shayri
✍@batedilonki
✍@feelings_4ever
✍@game_on_daily_thoughts
✍@tum_ak_khwab
✍@aryan_shayri_club
✍@love_deep_feeling
✍️@pyari_shayri
✍️@vrindavanlove123
✍️@ek_khwaab
✍️@dilokidastan
😄 Comedy Videos and Jokes😄
😄@comedyvideoandjokes
😄@funnyvideos200
😁@funnyjokeshub
😁 @hindi_jokes_memes_2
🏏 Cricket 🏏
🏏 @iplt20live4u
🕺 Whatsapp Status 🕺
🕺@tejas_hd_creation
🏞@simple_wallpapers
🕺@teluguvideosongshd
🕺@status_in_hindi
🕺@whatsappstatustel
🕺@hindi_video_status_and_dp
🕺@asthetic_s
🕺@sad_fellings_status
🕺@photoshops_gallery
🕺@abstatus
🎧@all_old_mp3
🎬 Film and Web Series 🎬
🎬 @all_new_web_series_2021
🎬@dhinchaktvmovies
🎬@movieswebseriesweb123
🎬@all_letest_movie
🎬@small_wonder_1985
🎬@moviejunctionnew
🎬@hotstarmoviez
🎬@kaycfilms
🎬@movies_webseries_on_gdrive
🎬@online_movies_watch
🎬@one_hindi_dubbed_movies
🎬@hindi_dubbed_movie_full
🎬@flixbea1
🎬@all_hindi_dubbed_movies_full
🎬@filmy_home
🎬@teluguvideosongshd
🎬@bollywoodstatusyogesh
📱Apps and Shopping 📱
🛍@jjtechandtrick
📱@apk_store_premium
🛍@amazon_dealsdaily
📱@moddedapplicationss
🛍@latestfashionwoman
🛍️@wholesale7742
👇👇 👇👇 👇👇 👇👇
Join now : 🤔❤️RochakTathya🤔❤️
Beech m baat to yaara nahi hoti mujhse
Dakhal andazi gawara nahi hoti mujhse
Dhiyan se gour se phir Puri tawajjo se sunn
Koi bhi baat dobara nahi hoti mujhse
Hado zaat se bahar nikal kar dekh zra
Na koi gair na koi raqeeeb lagta hai
Ye dosti ye merasam ye chahte ye khuloos
Kabhi kabhi mujhe sab kuchh ajeeb sa lagta hai
Log bss mujh se udaasi ka
sabab puchhte hai
Roz e shab kaise guzrte hai
ye kab puchhte hai
Tab koi sunta nahi jab
me bhaut bolti hoon
Bas zra si der ko chup
baithu to sab puchte hai
Zindagi tere shiqwe bhi ba jaa hai lekin
Kaise jhuk jaye ki hum log anaa Wale hai
Kabhi mouqa Mila to sb likhungi
Dard K wo lambhat likhungi
Apno Ki be rukhi K
Hisaab likhungi
Shadeed gum se hui halat
Nidhal likhungi me
Tazleel K wo manzr
Sare aam likhungi me
Me uss haseen dhokhe ko
Jeete Jee mout likhungi
Me sab rishte NAato ko
Faqat matlab hi matlab likhungi
Kabhi mouqa Mila to sab likhungi
Itna bhi kya kisi ki mohabbat m gark hona
Bas theek hai koi tha magar ab nahi rha
Kuchh sitaron k paas reh kar hum
Chand se Chandni churaenge
Kab talak yu sitam sahungi me
Kab talak aap aazmayenge
Waqt k faisle badalne ko
Dor kismat ki hum hilayenge
Zindagi ki kitab se ab hum
Sare kale warq jalayenge
Ek mukhtasir kahani nighao m reh gyi
Phir zindagi m naghani si reh gyi
Ahbab k ruba ru to me hasti rahi
Ankhon m ashko ki rawani si reh gayi
Ek umr uske baad guzarne ko hai padi
Ek umr phir bhi ek kafz m qaid reh gyi
Kismat ki Jeet mere bas m na Rahi
Me Jeet k bhi sab haarti reh gyi
Wo shaam jis m aashiyana ujd gya
Meri socch wa aqal bas uss shaam m reh gyi
Lehzo k ghaw kha k jab toot gya Dil
Phir dil m ek sard lehr si reh gyi
Jab ikhtiyar mujhe khud pe na reh saka
Phir zindagi meri zanjeer m qaid reh gyi
Mujjh ko nahi rahi koi khuwaish teri Kasam
Tune mujhe har shakhs se bezaar kar diya
Teri hasrat ki kya baat karni
Teri chahat bhi ab Mita di hai
Tum bhi jheloge kabhi Ishq m furqat ka ye dukh
Tum bhi dekhoge chhor jaata hua shakhs
Ishq k bzm m be basi jurm hai
Phir to keh dijiye khamoshi jurm hai
Mana hasaas hona zaroori nahi
Hadd se badh kar magar be hisi jurm hai
Unki bebaki ka koi charcha nahi
Or hum jaiso ki sadgi jurm hai
Aap bandook se Aman chahe magar
Yahan hamare liye shayri jurm hai?
Ye Mera zarf hai ki mene chhor Diya
Warna log aasteen k saanpo ko maar dete hai
Ahbab ko shikayat hai mera lehza Zeher sa hai
Me kya Karu meri aasteen m saanp
Palte h